iltaf
Chief Minister (5k+ posts)
matlab Quran men aur Ahadees-e-mubarka men jo details aaee hain wo sab ghalat hain baqol aap ke.. ? kia aap ka yeh bayan Quran aur Ahadees ka inkaar nahi?
quran o hadis me satar ka zikr h mard aur aurat k liye. iska ye mtlb ni k exactly jaisy arab/perisn kry wohi tarika hi bs thek h. Hum Pathano me b aurton ka parda hota h. Me ny pehly b arz kiya k me abaya k khilaaf ni hon, tou pyary bhai ap fatwa na dain mjh pe k me inkaar kr rha hn quran o hadis sy.... :)
Ap ny shaed dekha ho, far east asia me, wo apny taur pe aurten parda krti hn, isi trha dunya me different cultures k muslim apny andaaz sy prda kiya jata h, end result satar ka chupana hota h.
Last edited: