@chaedo...ma yeh nahe kahoo ga k ap jalnay walay ho lakin yah zaroor kahoo ga k aqal ka ilaaj zaroor karwa lain.coz jis ko sach aur jhoot ki tamiz nahe woh normal insan to ho he nahe sakta.haroon rasheed is an intellectual,us ki har baat myn logic hoti ha,woh ek sach pakistani ha,agar woh bika hua ha sach klye to yeh bhi achai ha,sach ko sach aur jhoot ko jhoot kahna har ek k bus ki baat nhe.agar journalist sachai klye bolta ha to kya yeh us k profession k khilaf ha???jahalat myn khrabi yahi hoti ha k banda apnay ap ko bara syana samjhnay lagta ha.