MQM walay PUnjab mai aanay ke liye bekarar hain... kabhi PMLQ se rabtay ho rahay hian, kabhi PPPP se aur kabhi Imran Khan se... Mera sawal ye hay, jes wahad subay ke wahad shehar mai un ki hakoomat hay, wahan per rozana darjanoon loog mar jatay hian... Es katalo gharat mai un ka kuch tu hath ho...