Bombaybuz
Minister (2k+ posts)
Re: ~ Weather Forecasting Stone ~
This stone is still more predictable then our ruling class ... in ka samney dhund phalee hue aur ya subah aa nou ki baatain ker rahain hain ... Ch shujayat jesay jamhoriyat bachaney ki baat ker rahey hain ... gilaani jesay good governance ki zardari NAB ka chairman decide ker raha hai ... tou Altaf H aman o Aaman aur mulk ki salmiyat k raag alap raha hai ... Aur asfanyaar jesay instt: ki tammer ka nou ki naveed suna rahe hain ,,,,,aur is pather jesi latki hue awam her jatey mousam main bhe latki hue jhaal rahe hai sakhtiyan ...ya garmiyan bina lite ka azab tou sardiyan bina gas k ...aur intazar ker rahe hai us Tornado ka jis main ghayab hoo jaye..