jannab ay muhtaram hum b kisi laraee fasaad ka nehe keh rahe.. hum fitnay k door mein rehty hein......
Prophet Muhammad (SAW) kay zariyeye 2 dahaiyon se ziada aik nizaam ko badalte howay laga....
dekiyeye ghar ho, mulk ho ya organisation .. formula aik hey hay...koi b change gradual honi chahiyeye aur targets realistic hone chahiyeye.. hum bhi khilafat e rashida chahity hein per hum abi anarki mein hein aur aisa mumkin nehe..
mujhe practical example de k bataen k kesy mumkin hay ? koi live example dein.. yahan cancer k mareez ko aap beauty cream farookht kernay chakron mein hein
lihaaza 23 tareekh k jalse ko choriyeye Imran k paas team b hay aur solutions bhi aaeyey es mulk ko dip se nikaal k seedha tu kerain baad mei ooper aap le jaeyeye ga