Do you believe on Quran but not on Hadees?

Khan125

Chief Minister (5k+ posts)
Did you see my conversation with King Q. Yesterday.
I asked him to help me pray isha namaz from quran.
Tell me how many sunna faraz and viter are in isha. Also what to recite in namaz. When to rukoh and sajda. Does quran say how many rakats in any namaz?
Can you help me find that information? If you don't believe on Hadees how can you pray namaz. Quran doesn't tell how to pray namaz. Quran doesn't tell how many rakat in any namaz. Quran doesn't tell what to recite in namaz.
Kion isky sath demagh khapatey ho. He has zero knowledge abt islam.
 

Khan125

Chief Minister (5k+ posts)
Brother you can pray as many rakat 50 times a day but it is not ordained in the Qur'an.
Namaz was copied from Zoroastrian religion.
Hindu banye kion islam pe behs krta hey? Tu chahta hey k hm terey mzhab pe yoon behs krain be sar o paa ki?
 

AdamA

Senator (1k+ posts)
The policy is to de-Islamise Pakistan whilst India with Modi is openly promoting Hinduism.
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
Jitnay bhi loog namaz ko defend kar rahay hain who khud 5 waqt key namaz nahi partay.
Inko yeh bhi nahi pata namaz may jo parh rahay hain who hay Kiya?
Lakeer Kay faqeer jou maa baap nay bataya ya masjid Kay mullah nay bataya bus inkay liyay yeh he Islam hay.
Bachpan may Arabic May Quran parh liya kabhi is a ko samjhnay key koshish nahi key.
Issi liyay musalmaan dunya may badaam hain.
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
Quran sa

Quran tells us to

Quran tells us to do namaz but not how to do it. Hadiths do.
So how do you do your namaz according to Quran?
تِلْكَ آيَاتُ اللَّهِ نَتْلُوهَا عَلَيْكَ بِالْحَقِّ ۖ فَبِأَيِّ حَدِيثٍ بَعْدَ اللَّهِ وَآيَاتِهِ يُؤْمِنُونَ - 45:6
These are the verses of Allah which We recite to you in truth. Then in what statement after Allah and His verses will they believe?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

This video will change your mind if you only believe on Quran but not on Hadees

azeezam knowledge sb, deene islam ko theek tarah se samajh ker us per amal karne ke liye chaar bunyaaden hen. 1)quran 2)hadis 3)ijma aur 4)qayaas.

is main kisi aik musalmaan ko bhi koi ikhtilaaf nahin hai keh in ke baghair deene islam per amal hi mumkin nahin hai.

asal ikhtilaaf in ke maqaam aur istemaal ka hai yani quraan ko kia maqaam diya jaaye, is ko kaise samjhaa aur istemaal kiya jaaye, yahee maamla hadis ka hai keh is ko kia maqaam diya jaye, is ko kaise samjhaa aur istemaal kiya jaaye. bilkul yahee maamla ijma aur qayaas ka hai.

agar hamaari bunyaad hi drust na ho gi to phir jo amaarat bhi ham us bunyaad per tameer karen ge woh bhi drust nahin ho gi.

lihaaza sab se pehle ham ko deene islam ki bunyaad ko theek tarahs se maloom karna ho ga. jab tak ham ye kaam nahin karen ge ham deene islam ko na theek tarah se samajh sakte hen na us per theek tarah se amal hi ker sakte hen.

lihaaza ye behs khatam kijiye keh kon quraano hadis ko maanta hai aur kon nahin aur agar aap khud main himmat samajhte hen to asal behs ko shuroo kijiye.

kia aap jaante hen deeno mazhab main kia farq hai? agar aap jaante hen to baraaye mehrbaani sab ko bataaiye.


Religion means, belief in and worship of a superhuman controlling power, especially a personal God or gods.


Mazhab is a very different thing from deen of islam or vice versa.

So before I respond further I will wait for your definition of deen of islam.

regards and all the best.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
بھائی جان، سنہ یعنی احادیث نبویہ ﷺ کو ماننا لازمی ہے، کیوں کہ قرآن میں اللہ کی اطاعت کے ساتھ، نبی کریم ﷺ کی اطاعت بھی فرض ہے۔ اور نبی کی اطاعت کے لیے حدیث کا جاننا ضروری ہے۔ تاہم ہر حدیث پر آنکھ بند کر کے ایمان لانا غلط ہے۔ احادیث میں منافقین نے اپنا جھوٹ اور شر داخل کر کے انہیں آلودہ کیا ہوا ہے۔ علماء کی نااہلی ہے کہ وہ سینکڑوں سال پرانے امام بخاری و مسلم پر آنکھ بند کر کے ایمان لے آئے، اور خود سے محنت نہیں کی۔ احادیث پر تحقیق کر کے ان کی تخلیص کی نئے سرے سے کوشش نہیں کی۔ ان کے اسلاف صحیح بخاری کو صحیح مانتے تھے، تو ان پر بھی فرض ہو گیا کہ صحیح بخاری کا ہر ہر لفظ صحیح مانیں، ورنہ ان کے ایمان پر حرف آجائے گا۔

azeezam king sb, quraan ke context main lafze itaat ka maani sirf obey karna hi nahin hai balkeh zehni tor per ahamahang hona bhi hai. yani aik page per hona ya mental agreement or meeting of minds.

jo log khudaa ki baatun se mutafiq hen zehni tor per woh khudaa ki party hen aur jo khudaa ki baatun se ikhtilaaf rakhte hen zehni tor per woh shaitaan ki party hen.

yahee maamla lafze itibaa ka hai. is ka matlab sirf peechhe chalna hi nahin hai balkeh mission ko poora karne ke liye saath dena bhi hai. yani poori poori support dena mission ko kaamyaab banaane ke liye.

yaad rakhen deene islam koi pooja paat ka maamla nahin hai balkeh aik tehreek hai kisi maqsad ko haasil karne ke liye, woh maqsad kia hai?

regards and all the best.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
I also never said that we should believe on all the hadees. If a hadees contradicts with Quran then it raises a red flag and is not accepted.

azeezam knowledge sb, aap ki baat drust hai magar sawaal peda hota hai ham ko ye kaise pata chale ga keh kon si hadis quraan ke mutaabiq hai aur kon si quraan ke khilaaf hai?

regards and all the best.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
You wrote
"Ahadeeth are fake
Only the Qur'an is authentic and complete."

But who told you about the importance of Quran ? that Quran is God's book.
Who told you that Quran is Allah's words for us ?
Who told you what Quran is ?

Answer is : A HADEES .
But according to you all the Hadees are fake . Then why do you believe on a Hadees which tells us about Quran ?

If a non Muslim asks me today, why I consider Quran a sacred book ? Why I think it is God's words ? I will respond . Thats what My Prophet told me. It means I will have to refer to a Hadees.

azeezam knowledge sb, quraan apna taaraf khud karwaata hai aur apna maqsad bhi khud hi bataata hai is ke liye hadis ki zaroorat nahin hai. magar ye ke islam deen hai maznab nahin hai aur deen aur mazhab main farq kia hai is baat ka jaanana az bas laazmi hai. jab ham ye baat jaan len ge to khud bakhud hi maloom ho jaaye ga hadis ki zaroorat kahaan kahaan pesh aati hai.

deene islam ke paanch arkaan hen toheed, salaah, sowm , zakaah aur hajj. ye kia hen? in ilfaaz ka quraan ke sayaaqo sabaaq main kia mani hen? in baatun ko theek tarah se samajhne ki zaroorat hai.

regards and all the best.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
kia aap sab is baat per itifaaq karte hen keh deene islam ki bunyaad chaar cheezun per hai yani quraan, hadis, ijma aur qayaas? agar aap ka jawaab haan main hai to phir ye bataayen ye chaar cheezen kin wajuhaat ki bina per deene islam ki bunyaad hen ya in ki zaroorat kyun pesh ayee?
 
Last edited:

knowledge88

Chief Minister (5k+ posts)
azeezam knowledge sb, aap ki baat drust hai magar sawaal peda hota hai ham ko ye kaise pata chale ga keh kon si hadis quraan ke mutaabiq hai aur kon si quraan ke khilaaf hai?

regards and all the best.
Aray Bahi, is say kis koh inkaar hay kay Quran Allha ki miraculous book hay.
Yah Khuda kee Akhree Kitaab hay.

Lakin yay aap koh kis nay bataya kay yah Khuda ki Miraculous book hay ?

AAp koh khud bakhud patah chal gaya ?

Kaya kisi nay kabhi Hazrat Gibrael ko Huzrat Muhammad PBUH kay paas aatay dekha tha ?
Kya Quran kay Allah ki kitab honat ka kise koh malloom tha ?
Is Miraculous , beautiful , best ever book, Allah book honay ka Huzrat Muhammad PBUH nay hi toh bataya tha. Jab hi toh may or aap nay is Allah ki is Kitaab koh khola or is kee beauty dekhi.
Huzrat Muhammad PBUH is baat koh batana Kay Quran Allah ki book hay is koh follow keroh kaya hadeess nahee hay.
Logically ager koi Hadees per yaqeen nahee kerta to us koh kaisay maloom hoa kay Quran Allh ki book hay ?
If you don't still understand my point, then see this video , Watch it for only 1 minute Please

 

knowledge88

Chief Minister (5k+ posts)
azeezam knowledge sb, deene islam ko theek tarah se samajh ker us per amal karne ke liye chaar bunyaaden hen. 1)quran 2)hadis 3)ijma aur 4)qayaas.

is main kisi aik musalmaan ko bhi koi ikhtilaaf nahin hai keh in ke baghair deene islam per amal hi mumkin nahin hai.

asal ikhtilaaf in ke maqaam aur istemaal ka hai yani quraan ko kia maqaam diya jaaye, is ko kaise samjhaa aur istemaal kiya jaaye, yahee maamla hadis ka hai keh is ko kia maqaam diya jaye, is ko kaise samjhaa aur istemaal kiya jaaye. bilkul yahee maamla ijma aur qayaas ka hai.

agar hamaari bunyaad hi drust na ho gi to phir jo amaarat bhi ham us bunyaad per tameer karen ge woh bhi drust nahin ho gi.

lihaaza sab se pehle ham ko deene islam ki bunyaad ko theek tarahs se maloom karna ho ga. jab tak ham ye kaam nahin karen ge ham deene islam ko na theek tarah se samajh sakte hen na us per theek tarah se amal hi ker sakte hen.

lihaaza ye behs khatam kijiye keh kon quraano hadis ko maanta hai aur kon nahin aur agar aap khud main himmat samajhte hen to asal behs ko shuroo kijiye.

kia aap jaante hen deeno mazhab main kia farq hai? agar aap jaante hen to baraaye mehrbaani sab ko bataaiye.


Religion means, belief in and worship of a superhuman controlling power, especially a personal God or gods.


Mazhab is a very different thing from deen of islam or vice versa.

So before I respond further I will wait for your definition of deen of islam.

regards and all the best.

Janab Mughal1 Sahab,

it is incorrect to call Islam a religion only. It is a Deen which means a complete code of life. Religion deals with private affairs of life whereas Deen covers all aspects of life, individual as well as collective. In other words Deen is all embracing term which includes religio-socio-politico-economic system. It touches upon the material as well as spiritual dimensions of human existence and insists that all our thoughts and deeds should be performed with God consciousness.
Islam – a Deen not mere religion The Holy Quran describes Islam as Deen al-Haq, or the true way of life. The very connotation of the word Deen – as contrasted with “religion” – is a declaration of war against secularism. This is because the word religion is commonly used in a rather narrow sense, its scope being limited to a set of dogmas, some rituals for worship, and a number of social customs to celebrate important life-events.

Please see this video

 

BOORIA

Politcal Worker (100+ posts)
Brother you can pray as many rakat 50 times a day but it is not ordained in the Qur'an.
Namaz was copied from Zoroastrian religion.
if we follow above understanding then where is it mentioned, you should pray Rakats and what each rakat will consist of ?

The one who delivered quran ,also delivered the way to perform obligations mentioned in Quran honestly. He was Sadiq and Ameen. If you don't believe this you should review your belief again. as one brother copied ayat "He who obeys the messenger has obeyed Allah ". what are following referring to , where are what prophet gave or said you will find ?
And whatsoever the Messenger (Muhammad (blessings and peace of Allah be upon him)) gives you, take it, and whatsoever he forbids you, abstain (from it) , and fear Allah. Verily, Allah is Severe in punishment”

[al-Hashr 59:7]


“We sent no Messenger, but to be obeyed by Allah’s Leave”

[an-Nisa’ 4:64]
“But no, by your Lord, they can have no Faith, until they make you (O Muhammad (blessings and peace of Allah be upon him)) judge in all disputes between them, and find in themselves no resistance against your decisions, and accept (them) with full submission”

[an-Nisa’ 4:65].

“He who obeys the Messenger (Muhammad (blessings and peace of Allah be upon him)), has indeed obeyed Allah” [an-Nisa’ 4:80]
 

BOORIA

Politcal Worker (100+ posts)
the duty of prophethood does not end by only bringing the Quran; but to explain it, to show how it will be applied are also the duties of the Prophet. For instance the following verses define some of the divine duties of the Prophet:

We sent not a messenger except (to teach)in the language of his (own)people, in order to make (things)clear to them.”(Ibrahim,14-4)

Those who follow the Messenger, the unlettered prophet, whom they find mentioned in their own (Scriptures);― in the Law and the Gospel;― for he commands them what is just and forbids them what is evil: he allows them as lawful what is good (and pure) and prohibits them from what is bad (and impure); He releases them from their heavy burdens and from the yokes that are upon them. So it is those who believe in him honor, him, help him, and follow the Light which is sent down with himit is they who will prosper.”(al-Araf, 7-157)

It is not fitting for a Believer, man or woman, when a matter has been decided by Allah and His Messenger, to have any option about their decision: if anyone disobeys Allah and His Messenger he is indeed on a clearly wrong Path.” (al-Ahzab ,33-36)


He who obeys the Messenger, obeys Allah: but if any turn away, We have not sent thee to watch over their (evil deeds).”(an-Nisa, 4-80)

“Say: "If ye do love Allah, follow me: Allah will love you and forgive you your sins; for Allah is Oft-Forgiving, Most Merciful." (Aal-e-Imran, 3-31)
-----------------------------------------------------------------------------------
------------------------------------------------------------------------------------
----------------------------------------------------------------------------------
If the Quran had given all of the details, it would have been a book of many volumes.It would have made it difficult for us to benefit from it. Therefore, the Quran left the explanations of some issues to our Prophet. There are some other reasons why the explanations were left to our Prophet. Some issues were abrogated in the course of time.

Some of the hadiths reached us as weak hadiths. Acting in accordance with those weak hadiths brought about disagreement. Disagreement is mercy for the umma. If Allah had mentioned all of those issues definitely in the Quran, the probability of disagreement would have decreased. The flexibility of our religion against changing conditions of the time and society would have decreased. As a matter of fact, one of the superior aspects of our religion, I think, is that it opens the way to new interpretations in accordance with time and place, which is something good.

That is not all. Our Prophet left a margin for scholars. It is the beauty of our religion. Scholars determined some fundamental rules and methods in making judgments acting upon the Quran and Sunnah. Scholars have made interpretations for new issues with those methods. Thus, we can make our own laws for new conditions without needing any other legal and cultural system and without importing laws. As a matter of fact, all of our new needs that occurred until the last period of the Ottoman State were made into laws based on the Quran and Sunnah and they were collected into a book within the framework of our own values.
 

paklion

Voter (50+ posts)
تِلْكَ آيَاتُ اللَّهِ نَتْلُوهَا عَلَيْكَ بِالْحَقِّ ۖ فَبِأَيِّ حَدِيثٍ بَعْدَ اللَّهِ وَآيَاتِهِ يُؤْمِنُونَ - 45:6
These are the verses of Allah which We recite to you in truth. Then in what statement after Allah and His verses will they believe?
You didn’t answer my questions. Where does in Quran it says to do 2 sajjdas in each rakat?
 

Citizen X

President (40k+ posts)
Jitnay bhi loog namaz ko defend kar rahay hain who khud 5 waqt key namaz nahi partay.
Inko yeh bhi nahi pata namaz may jo parh rahay hain who hay Kiya?
Lakeer Kay faqeer jou maa baap nay bataya ya masjid Kay mullah nay bataya bus inkay liyay yeh he Islam hay.
Bachpan may Arabic May Quran parh liya kabhi is a ko samjhnay key koshish nahi key.
Issi liyay musalmaan dunya may badaam hain.
Talk about whataboutery. Once of the lamest arguments I've ever heard.