Last edited by a moderator:
What IRONY, people of INSAAF are justifying electricity Theft...............They have never balanced opinion..
I Think you are new to English beta , Justify to tab ho jab agla accept karay kay theft ho raha hai KPK mein ,
Wah way nooraya , teri kon si kal seedhi
Kon kehta hai KPK mein bijli chori nahin ho rahi..kia jhoot aur besharmi ki realy koi had nahin hoti ???? Karachi Hydeabad Balochistan aur KPK mein be tahasha bijli chori ho rahi hai SIRF Punjab mein 98% tak recovery hoti hai....Waah way Kooraya teri kon si kal seedhi ? Koi vi naa
Kon kehta hai KPK mein bijli chori nahin ho rahi..kia jhoot aur besharmi ki realy koi had nahin hoti ???? Karachi Hydeabad Balochistan aur KPK mein be tahasha bijli chori ho rahi hai SIRF Punjab mein 98% tak recovery hoti hai....Waah way Kooraya teri kon si kal seedhi ? Koi vi naa
What IRONY, people of INSAAF are justifying electricity Theft...............They have never balanced opinion..
kya janab ko maloom hai ky KPK electricity ka idara Wafaq(Isb) ky under hai...
matlab ky KPK sirf police walli security dy sakta hai...
baki harkat ko notice karna wafaq ki zemadari hai...
w8 w8 w8....
isi liye KPK ky pesco ko haredny ka irada kiya hai...
phir dekhien gy....
abi ky liye maloom hua Na-ehel kon hai...
aary yaar qoun punjabi ko faristah bana rhy ho....
ajj mujy pata chala..
jagh punjabi jagh... ka kya matlab hai....
or pmln ky door mien lug punjab sy doori qoun banaty hain....
yahan par PTI waley ajeeb si batein kartey hian...bijli chori bhi kartey hain aur seena zori bhi kartey hian...shah farman kehta hai keh hamari bijli arey kpk ney yeh dam to apney fund sey to nahin banaya tha yeh faderal govt ney world bank key madad sey banaya tha sarmaya kari usney kee thi....loan faderal govt ney wapis keya tha...kpk ney keya woh loan apney zimmey leya tha?....nahin na ...to phir kiss natey woh keh raha hai keh hamari bijli.....simple si baat hai keh jab bijli use karo gey to bill to dena hee parhta hai....hamarey swat mein to ham ney kabhi bhi chouri kee hamayat nahin kee hai chahey koee bhi ho...yahan par pti ab khud choron ko pana dey rahey hain
Jis ki bhi zemedari aur na ahli hai main us ki muzamat karta hoon..sawal yeh hai ke agar bijli chori ho rahi hai tau is pe KPK govt ko Wafaqi govt se mutalba karna chahiye ke wo KPK mein bijli choron ke khilaf karawai kare ya KPK govt ko choron ko pakrrne ka ikhtiar de...sab log aik doosre pe ilzam lagate rahain ge aur zemedari daalte rahain ge tau chori ka silsla kaise khatam ho ga ??
Yeh FACTS hain, main hawa mein baatain nahin kar raha ,Bijli ke bills ki sab se ziada recovery Punjab mein hoti hain,,90% se 98% tak.......Jaag Punjabi jaag ke peeche 1 talkh story hai....Yeh naara 1988 ke election ke baad saamne aaya jab Benazeer ki first government ne Sindh mein Punjabi abadkaron ko be dakhal karna shuru kia tau Punjabion ko N League ki tarf se yeh message diya gaya ke jis party ko aap ne vote de ke iqtedar diya wo Punjabion ko Sindh se nikal rahi hai aur Punjabion ko Sindh mein qatal kiya ja raha hai...Kiya sirf Punjab aur Punjabi gali khane ke liye reh gaye hain ?? Benazeer ki pehli election compaign mein Sindh mein jo naare lage aap ko pata hai Punjab ke khilaf kis tarah zehar ugla gaya ?? Punjab ne her party ko vote diya hai ..PPP Q League N League aur ab PTI ko bhi Punjab mein bohat vote mila hai...
yahan par PTI waley ajeeb si batein kartey hian...bijli chori bhi kartey hain aur seena zori bhi kartey hian...shah farman kehta hai keh hamari bijli arey kpk ney yeh dam to apney fund sey to nahin banaya tha yeh faderal govt ney world bank key madad sey banaya tha sarmaya kari usney kee thi....loan faderal govt ney wapis keya tha...kpk ney keya woh loan apney zimmey leya tha?....nahin na ...to phir kiss natey woh keh raha hai keh hamari bijli.....simple si baat hai keh jab bijli use karo gey to bill to dena hee parhta hai....hamarey swat mein to ham ney kabhi bhi chouri kee hamayat nahin kee hai chahey koee bhi ho...yahan par pti ab khud choron ko pana dey rahey hain
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|