Bhutto and Imran Khan

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
He was not the only who declared Ahmadi as non-Muslim? In that case, all the parliament were hero then.

And if so even then he can't become the Hero of all the nation for this one act.

You said He was not the only who declared Ahmadi as non-Muslim? In that case, all the parliament were hero then.

kuch baatain aap ki khidmat main arz kar deta hoon !!!

Sab se pehle aap yeh jaan lain ke Qadyani jub non muslim declair huay to bhutto ki govt ne in ko Parliament main kuch din diyee ke yeh apni baat puri tarha se kar sakain. un sab dinon main jitne hours bante hain i think woh 52 hours bante hain

aap ne parliament ki baat ki ... to bhai mere aik baat meri yaad rakhna ke jo banda parliament main qadyani beliefs par baat karne aaya tha woh Mirza Nasir ahmad tha aur us ki safaid darhi ( white beared ) thi. aur us waqt ki parliament main bohut se parliamentarians seculars thay .. Jub debate ka pehla tha to us pehle din ke session ke baad Do you know majority parliamentarains ne kia kaha tha ???? Majority parliamentarians ne kaha tha array kuch khuda ka khauf kijiyee .. zara is shaks ( mirza nasir ) ke chahre par darhi dekhiye .. is ka Allah Allah aur SubhanAllah karna dekhiyee .. yeh Namaz parhta hai .. Kalma Parhta hai .. aur aap loog kehte hain ke in ko Kafir qarar diya jai .. that was the reaction of majority parliamentarians after the Question answer session of first day.

To phir achanak aisa kia hua ke ussi parliament ke aik aik bande ne is Jamaat ko non muslim declair karne main apna hissa daal diya ???? Do you know ke aisa kia hua tha ???

Ab baat zara samjh , jaise jaise Din guzarte gaye in ke Hidden beliefs khulte chale gaye .. yeh jis beliefs se Inkar karte thay woh belief saboot ke saath in ke samne paish kar diya tha .. Woh beliefs itne kufriya aur Shocking thay ke aap soch bhi nahi sakte .. Un beliefs main Hazrat Muhammad saw aur un ke Sahaba aur Islam aur Khandan e Rasalat ke Aurton ke bare main aisi aisi baatain thin jin ke saboot na sirf Qadyani Jamaat ke samne rakhay gaye balke us waqt ki Secular Parliament ke samne bhi rakhay gaye ...

Aur jub yeh sab ho gaya to us parliament ka aik aik Secular Parliamentarain cheekh utha ke yeh Pakkay Kafir hain aur in ke Kafir hone main kisi ko zara barabar shak bhi nahi. us waqt wahan sirf seculars nahi thay balke sunni Shia deobandi barweli aehle Hadees ke ulama bhi thay ... Har tarha ki soch ke loog thay wahan.

Main ne itna sab sirf aap ki khatir likha hai warna meri aadat hai main Faltu baat karna bilkul Pasand nahi karta.

So mere bhai apni is ghalat fehmi ko door kar lo ke Parliament hero thi .. yeh woh parliament thi jo qadyani hidden beliefs se na waqif thi aur kuch nahi janti thi ... in parliamentarians ke samne Qadyanion ka aik aik Hidden belief ussi Parliament main khula tha pehli baar

To phir woh koon tha jis ne yeh Parliament ka Question answers ka session rakha ????

Woh koon tha jo qadyani jammat ko kheench kar parliamnt le kar aaya ????

Woh koon tha jo Tamaam Parliamentarians se pehle in hidden belifs ke bare main janta tha ???

Main bataon woh koon tha ????

Woh Zulfiquar Ali bhutto tha .. Bhutto yeh sab kaise janta tha ??? . bhutto in ke khillaf kuin tha ??? bhutto ke phansi ke muqadme main jhooti gawahiyan kis ne di ??? .. Bhutto ki phansi par woh koon sa ilaqa tha jahan Naujawanon ne bhangray daalay ??? Bhutto ki phansi par woh koon loog thay jinhon ne mithaiyan taqseem ki ??? 1971 ki war hum kuin haaray ???? bhutto ko kis ne phansaya ??? bhutto ki phansi par woh koon si aurtain thi jinhon ne khushi main apna ghar main halwa pakaya ????

Aap PTI ke members to Imran khan ki mohabbat ke andhay ho na ... meri in baaton par yakeen nahi aata to PTI ke chamchay Haroon ur rasheed se pooch lo .. ho sakta hai woh Sach bol le. mera Leader bhi Imran khan hai lekin main us ka blind follower nahi hoon
 
Aur aik baat meri yaad rakhna .. woh parliament jis ne in ko non muslim declair kia .. us parliament ke Question answer session se bohut pehle sirf bhutto tha jo in ke hidden beliefs jaan chuka tha.
 
Nice2MU

President (40k+ posts)

I can't read so much long text in Roman Urdu. If you can write in Proper Urdu or English, I will read otherwise I don't have so much patience and time to read this much.......?
 
And why are you dragging PTI in every of your post? IF you have any problem with PTI then settle it somewhere else and answer me with logic don't try to beat about bushes.

I know you have no logic and answer so took discussion in other direction.
 
Irobot

Senator (1k+ posts)
Once upon a time in 1970.

Awami League 160 seats.
PPP 81 seats.

Mr. Bhutto says "I will break legs of any candidate who goes to Dhakka".

Still Bhutto insisted that he won elections. One and only way to gain power was to split Pakistan. "tum udher hum idher"
How on earth on any democracy in this world a party who has half the seats than its rivals wants to be in power.
Simple answer split the country and rule the country where u have majority.

1970 Election Results

Party Votes Percentile Seatsgraph performance
Awami League 12,937,162 39.2% 160 160 / 300
Pakistan Peoples Party 6,148,923 18.6% 81 81 / 300
Jamaat-e-Islami 1,989,461 6.0% 4 4 / 300
PML (Council) 1,965,689 6.0% 2 4 / 300
PML (Qayyum) 1,473,749 4.5% 9 9 / 300
Jamiat Ulema-e-Islam 1,315,071 4.0% 7 7 / 300
Markazi Jamiat-Ulema-Pakistan1,299,858 3.9% 7 7 / 300
PML (Convention) 1,102,815 3.3% 7 7 / 300
National Awami Party (Wali) 801,355 2.4% 6 6 / 300
Pakistan Democratic Party 737,958 2.2% 1 1 / 300
Other parties 387,919 1.2% 0 0 / 300
Independents 2,322,341 7.0% 16 16 / 300
Total 33,004,065 100% 300
Nohlen et al.

http://en.wikipedia.org/wiki/Pakistani_general_election,_1970
 
Last edited:

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
I can't read so much long text in Roman Urdu. If you can write in Proper Urdu or English, I will read otherwise I don't have so much patience and time to read this much.......?

Sorry main Urdu text main post karna nahi janta aur meri English Strong nahi so Roman Urdu main parh sakte hain to theek warna koi baat nahi.

aur agar parh chukay ho then act like a Gentlemen , dont act like a Looser

Main bhi jub ghalti karta hoon yah kisi jagah mujhe kisi baat ka pata na ho to accept kar leta hoon
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
And why are you dragging PTI in every of your post? IF you have any problem with PTI then settle it somewhere else and answer me with logic don't try to beat about bushes.

I know you have no logic and answer so took discussion in other direction.

Why i am dragging PTI ??????

kia yeh thread PTI se related nahi ???

Yah yeh thread Veena malik or Mussarat Shaheen ke ooper hai ????

Main kisi dosri direction ki taraf thread ko le kar nahi gaya
aap ne meri Ahmaqiyon wali post par reply kia tha jis main main ne aap ko Jawab diya.

ja kar purani Posts read kari tumhara Dimaag thikanay aa jai ga PTI ke Kaake Munnay aqqal ke annay
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Which General hanged him? Was those the same Generals who were involved in 1971? No it was not the case.

General Yahya was given full protocol on his death. Bhutto has never been in any conflict with Army established rather he suppressed Judiciary to encounter Army. Once Bhutto asked the Chief Justice of Lahore High court to stop hearing of case against an army colonel in court but I think you don't know it?

If Bhutto would control Army after 1971, when its moral was so low and punished each general harshly, army wouldn't hang him in 1978 but one must recall that Bhutto was hanged due to his stupid way of government e.g. there were more than 50,000 political prisoners in Jails, Baluchistan was attacked by army in his era and son of Akhtar Mengal was killed in his govt. after removing Mrngal's govt. It was Bhutto who thrown away Mufti Mehmood from CM-ship.........Bhutto's era was full stupid actions and such stories.

Could you please tell me one story in which he pressured army or he was in a conflict with army establishment?

No need to ask me irrelevant questions. I am not going to answer any irrelevant question that who were the army officers. Whoever they were, why were not they punished afterwards?

General Yahya khan ko Protocol us idaray ne diya jis idaray ne Musharraf ko Guard of Honour diya aur Pakistan se bhagaya.

Lekin yeh baatain tum ko samajh nahi aain gi .. Yeh baatain thoray ooper ke Level ki hain aur tumhari Aqqal Shareef is Kabil hai nahi.

Tumhare saath baat karna apne waqt waqt ko barbaad karne wali baat hai
 
knower

Minister (2k+ posts)
Brother, Bhutto performance was very good. expect fall of dhaka. He a great leader. But now we should forget the past and focus should be on future. and for future Imran is the best
Regarding just last paragraph:

Though Bhutto spoke about redistribution of wealth, land etc. but in real terms he didn't do it rather he made things worst. We know the results of Nationalisation. One can say that though Bhutto got votes and power by uttering such hollow slogans (by making people fool) but he couldn't (or rather he didn't want it) materialise his slogans.

On the other hand PTI tried to give a realistic approach to the issues. PTI can also utter unrealistic slogans but if they wouldn't able to complete it, this writer would be among the first line to curse PTI.

I would say PTI might do more than it if it could quire power and then complete its term.

In addition to that today's Challenges are more than Bhutto's era. He was good in politics like Zardari, but almost zero in economic terms like Zardari.
 
knower

Minister (2k+ posts)
Mere bhai main bhi PTI ka supporter hoon. Laikin mujhe khud aise log passand nai , jo Imran Khan ko farishta samajhte hain, aur baqi sab ko gali dete hain.

so plz aap aisa keh kar sab PTI walon ko badnaam mat karo

Bhutto Cheetah tha apne daur ka, afsoos sad afsoos , lanti zia ne bhutto ko iqtedaar aur paise ke lalaach main shaheed kar diya. Laikin Allah ki Laathi beawaaz nahin hoti , Dekh lo Zia ka Haal kia huwa; Zia mardood mara, hai, to us ki to puri laash bhi nahin milli, chote chote tukre jama kar ke dafna diya.

Allah ne Shaheed Bhutto ko Insaaf De diya, Zia ko Duniya main Saza mil gayi, aur Aakhirat main bhi usse apne kiye karde ka jawab dena hoga, Inshallah

BHUTTO - CHEETAH

IMRAN - TIGER

Mr pehle zara ja kar thori bohut History parh lo .. us ke baad jitni chaho Bhutto se Nafrat karo

zara thori si research kar lo ke jub 1971 ki war hui to us waqt Pakistan ki Key Posts par koon loog Pakistan ko serve kar rahe thay aur Pakistan Army ki key posts par koon thay aur Yahya khan ka sab se Close Musheer koon tha aur Yahya khan ne kis ko Weapons khareednay ke liye Paisay diye aur phir un paison ka kia hua

Yehi to masla hai PTI ke Kaake Munno aqqal ke anno ka .. Tareekh ka kakh pata nahi hota aur Imran khan ke ilawa baqi sab ko gali dena , un ko critisize karna , un ki bashing karna apna haq samajhte hain

Mujhe yahan par PMLN ke Mushahid Ullah ka woh jumla yaad aa raha hai jo us ne Abrar ul Haq ko kaha tha

PTI ke loogon ko Tareekh ka to kuch pata hota hai nahi aur aa jate hain baat karne ( Mushahid Ullah )
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Brother, Bhutto performance was very good. expect fall of dhaka. He a great leader. But now we should forget the past and focus should be on future. and for future Imran is the best

100 % agreed brother
 
Nice2MU

President (40k+ posts)
General Yahya khan ko Protocol us idaray ne diya jis idaray ne Musharraf ko Guard of Honour diya aur Pakistan se bhagaya.

Lekin yeh baatain tum ko samajh nahi aain gi .. Yeh baatain thoray ooper ke Level ki hain aur tumhari Aqqal Shareef is Kabil hai nahi.

Tumhare saath baat karna apne waqt waqt ko barbaad karne wali baat hai

اے موجودہ زمانے کے افلاطون مجھے یہی سمجھا دو کہ اسی یحی خان اور دوسرے آرمی جرنیلوں، جو 1971 کی سازش میں شریک تھے، کو بھٹو نے سزا کیوں نہ دی۔ کیوں نہیں مانتے کہ وہ ڈرتا تھا آرمی والوں سے ورنہ ضیاء جیسے بظاھر بے ضرر انسان کو ساتویں پوزیشن سے اُٹھا کے آرمی چیف نہ بناتے۔

اور اگر واقعی بھٹو اتنا ھی عظیم اور اچھا لیڈر تھا تو اسکو پھر 1977 کے الیکشن میں اتنے بڑے پیمانے پر دھاندلی کیوں کرنی پڑی۔ کیوں نہ بغیر دھاندلی کے وہ جیت سکا۔ کیوں جب دوبارا سے الیکشن کرنے کا مطالبہ آیا تو اسکو رد کردیا گیا اور تب مانا جب پانی سر سے گزر چکا تھا ۔

اُسکو اپنے اُپر اتنا اعتماد تھا اورکسی کو خاطر میں لانے کے روادار نہ تھے کہ اُسی ھنگاموں کے دوران بیرونی ملک سیر سپاٹوں کے لیے چلے گئے اور جب وآپس آئے تو بہت دیر ھوگئ تھی۔

میں تو یہ کہتا ھوں کہ بھٹو اور نوازشریف جیسے بیوقوفوں ھی کی وجہ سے یہ آرمی جرنیل ھم پر مسلط ھوتے رھے ھیں ورنہ 75 سال حکومت تو آرمی نے ترکی میں کی ھے لیکن طیب اُرداگان نے اپنی اخلاقی قوت اور کارگردگی سے آرمی کے جنوں کو بوتل میں بند کردیا۔ یہی کام ھمارے لیڈرز بھی کرسکتے تھے اور سکتے ھیں لیکن اخلاقی قوت اور کارگردگی کہا سے لائے۔

بھٹو کی اخلاقی قوت کا حال یہ ھے کہ لینڈ رفارمز تو برائے نام شروع کی لیکن بھٹو خاندان آج بھی پورے سندھ بلکہ پاکستان کے بڑے جاگیرداروں میں شمار ھوتا ھے اور لاڑکانہ (جہاں میں نے 2003 خود کچھ وقت گزارا تھا اور میں نے بھٹو کی جاگیر بھی دیکھ رکھی ھے) پاکستان کا پسماندہ ترین شھر ھے۔

اور نوزاشریف کی تو بات کرنا بھی فضول ھے۔

اگر ان سوالوں کا جواب ھیں تو دو ورنہ فضول میں اپنا اور میرا وقت ضائع نہ کرو۔ میرے بھٹو کے بارے میں اور بھی بہت سے سوالات ھیں بھٹو کے بارے میں جذباتی ھونا کافی نہیں کیونکہ دوسرے "کارناموں" کے ساتھ ساتھ وہ 1971 کے سانحے کا ایک کردار بہرحال تھا

جو خود کسی کام نہ ھو اور صرف بھٹو کی محبت کا اسیرھو اسکا وقت کیا قیمتی ھوگا۔ بھٹو از نے ملک تو دو ٹکڑے کردیا ھے اب بقایا بھی ختم کرنے پہ تُلے ھوئے ھیں۔

Nice2MU

President (40k+ posts)
Brother, Bhutto performance was very good. expect fall of dhaka. He a great leader. But now we should forget the past and focus should be on future. and for future Imran is the best

Brother what do you think Fall of Dhaka was a small thing? He was a traitor along with all army Generals and could be hanged but people like this guy still praising rather worshipping him.

And if you or anybody who says that Bhutto performance was good then why did he extensively rigged 1977 elections? He wouldn't need any rigging the election if people suppose to happy with him. But he knew people were not happy. He won exclusively in 1970 because of the outrage of people against Ayub Khan due to 1965 war fall out and people had a lot of expectations from him but he couldn't performed that's why he rigged elections because he wanted to be in Power till the rest of his life like Mughal Kings.

And I am didn't recall him nor I need to. My reply was just for the article and this guy started this discussion without any sensible argument against my post.
 
Nice2MU

President (40k+ posts)
Mere bhai main bhi PTI ka supporter hoon. Laikin mujhe khud aise log passand nai , jo Imran Khan ko farishta samajhte hain, aur baqi sab ko gali dete hain.

I am not considering IK as Farishta but I know at least that IK didn't harm or divide my country whereas Bhutto did a lot.

Bhutto Cheetah tha apne daur ka, afsoos sad afsoos, lanti zia ne bhutto ko iqtedaar aur paise ke lalaach main shaheed kar diya.

And who (and why) made that "Laanti" Zia as Chief of Army from his 7th position in seniority by violating all the rules of Merit and Justice?

But the Worshippers of Bhutto don't see this injustice (and many more like it) of Bhutto. So answer me who are the real worshipper, Bhutto supporters or IK supporters. So it was the fault of greedy Bhutto not Zia?

If you are cursing Zia for his wrong doings, then don't forget to curse little bit Bhutto as well for his role in Division of the Country and other Blunders as well.

Laikin Allah ki Laathi beawaaz nahin hoti , Dekh lo Zia ka Haal kia huwa; Zia mardood mara, hai, to us ki to puri laash bhi nahin milli, chote chote tukre jama kar ke dafna diya.

And why are forgetting Bhutto family who is almost finished. Leaving just Zulfiqar Junior (So of Murtaza) but hopefully Bhutto family wouldn't be survived as major party of the country. Zardari has destroyed almost.
 
Last edited:

Nice2MU

President (40k+ posts)
Why i am dragging PTI ??????

kia yeh thread PTI se related nahi ???

Yah yeh thread Veena malik or Mussarat Shaheen ke ooper hai ????

Main kisi dosri direction ki taraf thread ko le kar nahi gaya
aap ne meri Ahmaqiyon wali post par reply kia tha jis main main ne aap ko Jawab diya.

ja kar purani Posts read kari tumhara Dimaag thikanay aa jai ga PTI ke Kaake Munnay aqqal ke annay

But in every your post you are blaming that "PTIeirs are doing this and that........." while PTI has nothing to do with my thinking or ideology regarding Bhutto or PPP or Ahmadis. But in every of your posts you tried to portray that I am saying this because I am PTI supporter?

If people like you don't have answers for some logical questions, then they start cursing and blaming like every Jahil person doesn.
 
Back
Top