Baree gehri baat ki hai, mazak apni jaga magar murduah ya qabr se mangna ghalat hai
Murdha ya qabr kuch nahi desktey ,denay wala sirf Allah hai,mazaron pe jakey banda
yehi shirk karta hai aur shirk main mublita hota hai!
ab ajaiain khan sahab ki taraf , tu khan ne saaf kha hai ke sijda sirk allah ko hota hai aur kisi ko nahi!
baat khatam!
is video main pinky khan sahab ko Baba Fareed se jhok kar kuch karney ka bol rahi hain!
posture was totally different what khan assume originally!
ALLAH reham karey, manika sahab ki video bhi khatarnak hai!
yeh khwab main shadi ki hukam hua (Mr Manika )wali baat sach mehsoos hoti hai!