yeh PTI waley jealous keon ho rahey hain uskey senior vice president banney par....uska talooq swat sey hai mera talooq bhi swat sey hai...Ameer muqam ney pml n hee jana tha keon keh woh akeley nahin tha uskey puri kee puri party thi...aur hamein chahey tha strong position Swat key leyey...Taliban ney hamarey haan tabahi machai kafi ...aur Imran khan is daur mein taliban ka support karta raha..Amir muqam khud PTI jana chahta tha par masaila yeh tha keh hamarey area key log uskey khilaf they...aap ney Amir muqam ka bayan suna ho ga keh uskey ghar waley bhi uskey PTI mein janey khilaf they...Mein bazat e khud janta hon keh Swat key PTI walon ney bari koshish kee thi keh woh join kar ley..agar woh akeley hota to join karta par puri party kee waja sey usey PML N mein jana parha..Ab PTI waley kitney talmalai ya challai par hamein swat region key situation ko dekhna parhta hai....