Aik Tha Mian Nawaz Sharif

MariaAli

Banned
WqyxlmESsU1DZk95ISPiCPEiR0a_4L66E7xPafdfTDl6FH3IEkJm7uWTsPVjNWs7SaecBEM99y6fe8ioxSc88Cr0sMKm9XomkFqMYRr5T3PBzBhVENgA3RTG0iztfTISO1ACXLyhfcOXBcDYX_WDN2-ojUGRo0BvHH5lXOXw=s0-d-e1-ft
 

shrewd

Politcal Worker (100+ posts)
Why This Jeda is so obsessed with Shahbaz Shareef. He has done nothing in the province except for Roaming around in the long shoes.
They have destroyed the system in Punjab and not willing at all to build systems and He is praising them like hell. He is gone totally mad.
 

AshRay

Senator (1k+ posts)
why this jeda is so obsessed with shahbaz shareef. He has done nothing in the province except for roaming around in the long shoes.
They have destroyed the system in punjab and not willing at all to build systems and he is praising them like hell. He is gone totally mad.

paiseyan de gal karo paiseyan di ....
 

Usman Muhammad

Politcal Worker (100+ posts)
If IK succeeded then? Is per b thori roshni dalain? Yh sab 90's ki paidawar wala journalist yahi samjhta hain ka mulk b do he parties hain, PPP or Noon league.
 

m.sohail

Politcal Worker (100+ posts)
Jaida Akali, barhy asaani sy kah gya kh Imran ko humkat milay gy tu woh b 1.5 years main khatm ho gy gi phir Mian Saab ar Asif Zardari Qoum ki wishes ky mutabiq Chalain, is barhway ko yah nhy pata kh pahly konsi wishes puri kr din hain qoum ki, Sirf Muhsraf ka period of democratic period compare karain tu in haram khoron ny Pakistan ko barbad kr diya hai, Jaida Akali fity moun taira
 

decent123

Senator (1k+ posts)
is lifafi billi ko koi samjhae kay Zardari ki mufahimat policy yahan nahi chalay gi kion kay yahan Imran Khan hai ....Altaf, Deisal, or mian mithoon nahi....Hasan Nisaar Theek Kehte hain abhi ye loog Khan Sahab ko Jantay nahi....

ye lifafi sirf bongian hi maray ga
 

Athra

Senator (1k+ posts)
جیدے کا ہاضمہ بہت تیز ہے پہلے والے پیسے ہضم ہو گے ہیں اب اور مانگ رہا ہے
 

Typhoon

Senator (1k+ posts)
Javed chaudry tajzya kam gup zyada marta he.
Iss jaise aur bhi kaafi hein, jinko bilkul aisa hi kehte suna he ke "Hum haq ke sath hein, Imran Khan aur Tahir ulqadri theek kehte hein, mein dil se unke sath houn, lekin agar sirf khobsurat alfaz istemal karte aur falaan bhi karte aur falaan bhi kehte aur falaan na karte to mein unke sath tha.
Lekin inho ne waise wasie kaam nahi kiye to is lie mein inke sath nahi houn, balke batil ke nizaam ko represent karne walo ke sath houn aur iqtidar inhi ke hath mein rehna chahye. Ab ki baar ache kaam karein ge. Meri baat ho gai he, lafafa bhi mila he, alhamdulillah".

Aise log un yahoodio ki manind hein jinkelie Khuda ne aasman se "man-salwa" bhi utar dia, lekin unko pyaz aur zayton yaad aate rahe, unko kaha aik gae zibah karo to wo fazul mubahiso mein ghuss gae aur pochne lage ke gae ka rang kaisa ho aur aankh kitni moti ho. Yehi wo log the jinko Moosa kuch der kelie chorh ke kahee gae to ye wapis apne purane khuda ko pojne lag parhe.

Qasoor inka nahi. Iss dunya mein makhsoos tarha ke log hote hein.
Aik jo pioneers, visionaries, leaders qism ke hote hein. Ye category dunya mein intehai kamm he. (agar kisi qoum ka leader is category se ho to aise leader ki qyadat mein wo qoum bohot irtiqaa paati he.)
Dosra type, followers. Ye majority part he. Ye trend ko follow karne wale note hein. Abb is last group ke kuch sub divisions hein.
Awal: Jab haq aata he to ye uske sath awal daste ki tarha kharhe hote hein.
Dom: Charhte suraj ke pujari. Jo cheez zyada power mein ho ye uske sath kharhe hote hein.
Som: Akhri waqt tak ye batil ke sath kharhe rehte hein, lekin uske marne ke ain waqt ye dosri taraf ho jate hein. Ye fitratan kamzor log hote hein aur kisi na kisi complex ka shikar hote hein. Khud ko shah se zyada shah ka wafadar bhi samajhte hein. Inki khud ke baare kuch ghaltfehmian hoti hein jo inke nafsyati complexes ko aashkar karti hein.
Kionke ye buzdil, kuch lalchi bhi hote hein aur inferiority complex bhi hota he to apni buzdili ko chupane ya maali faide ke lalach ko apne zameer se chupane kelie ye aisi baaton ka sahara lete hein. Inko ye bhi complex hota he ke mein iss achi baat karne wale ki baat kaise maan loun. Mein ne maan li to mein chota parh jaon ga.
Phir inki ye sab kamzoriya chupane ki typical rethoric ye hoti he: aise na hota aur aise hota aur aise kiya jata to mein bhi sath tha, lekin aisa he nahi, is lie mein samajhta houn ke baatil ko chance dia jae, aur agar wo aisa aur waisa kar dein to sab acha he.

Javed powdery iss akhri category se taluq rakhta he.
 
Last edited:

Ali-1234

Politcal Worker (100+ posts)
یہ ارسطو کا چربہ ہمیشہ افسانوی اور خیالاتی "حل " تجویز کرتا ہے، کیا ٣٠ سال کافی نہیں اس بات کا ادراک کرنے کے لئے کہ "بھدے میاں " میں "ہڑپ " کرنے کے علاوہ اور کوئی صلاحیت موجود نہیں


سچ تو یہی ہے کہ قوم کے پاس ان سے جان چھڑانے یا نسل در نسل انکا لقمہ بننے کے علاوہ اور کوئی راستہ نہیں.
 

EAshraf

Citizen
BOJO THU JANEY....Nazren kisi ek mulk mein ek sahafi tha.usney apney sahafat ka career ek tooti pooti cycle ke saat kia pir dekty dekty wo ameer hoker bari bari garyion our helicoper mein gomney laga.usney apney qoom ko jaganey kely har raat imandar badshahoo our mulko ki storyan sunata our qoom k salata tha.ek baar jab qoom ko leader mil gia our qoom ko jaganey ka time agia thu ye sahafi bara parehan howa our soochney laga agar ye qoom jag gia thu isko raat bar kahanyi kon suney ga our khud usko koon suney ga .ye kia ta keh usney poori qoom se kaha keh woo sari mery kanyian jooti our khud ki matgarat kahayian hein.ye keh kar pori qoom ko pata chal gai keh ye koon sahafi hein
 

Back
Top