مسلمانوں کی موجودہ پستی کا واحد علاج

Muslimpower

MPA (400+ posts)
000.jpg

000.jpg

000.jpg
 

jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
Sawal ya hay jo pust(پست) hay kia wo waqi musulman hay??? meray khial may nahi isi lia humay ilaj ki nahi musalman hoonay ki zarorat hay.

Musalman na moderate hoo sakta hay na liberal.

Musalman sirif fundamentalist aur extremist hoo sakta hay

Fundamentalist:- Jo Quran aur Hadith per hi amal karay sirif.

Extremist:- Appni extreme power kay sath koosish karay Quran aur Hadith per amal karnay ki. (koi mukamal nahi kar sakta isi lia sirif koosish hoo likin extreme koosish).
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Is baat se to kisi musalmaan ko koi ikhtilaaf nahin ho sakta keh log khudaa ko aik maanen and aur us ka hukam yahni us ki hukoomat ko tasleem karen aur maanen.

Ikhtilaaf islam ke do mukhtalif pesh karda khaaqun main hai. Aik islam=deen=nizaam insaniyat ke liye aur doosra islam=mazhab=make beliefs and pooja paat.

Deene islam ki shariat voh nahin hai to fiqh ki kitaabun main hai, voh mazbi shariat hai jo waqt ke badshahoon aur un ke mulaanoo ne hamare liye batore phanda tayaar ki hai ta keh voh ham ko apna ghulam banaaye rekhen aur ham un ke ghulaam bane rehen.

Deeni shariat par pehle to kaam hi hone nahin diya gaya aur agar kisi ne kiya bhi to us ko dabaa diya gayaa. Yahi waja hai jo log is qaum ke asal mohsin hen un ka naam, kaam aur nazriya aage chalne hi nahin diya gaya kyunkeh voh humaraan asharfia or ruling elite aur mullas ke khilaaf hai.

So if we want better pakistan then we must kick out mullas and their ruling elite from seats of power and wealth and learn islam=deen and implement it like the divine prophets and their faithful followers did.

Books of mullas need to be put aside and the quran needs to be given its proper place amongst ummah and if we must have books then books by ulema of islam need to be spread.

Nothing else can bring us out of our current state of affairs quickly and safely.
 
Last edited:

Back
Top