yay sach hay kay quaid-e-azam nay bahut hi jaghon pay wa shagaf lafzon maien kaha tha kay hum ko eak aesa mulak chahiya jahan hum islam kay asolon ki tajarbah gah bana sakahien ,jahan hum islam kay asolon pay azadana chal sakhein .quaid-e-azam nay state banks kay iftitah pay kaha tha kay sod kay bina bankari nizam hona chahiay.or bahut si taqarer maien kah chokay haien pher gunjaish nahi kay hum socaler ka sochaien ya tu quaid-e-azam ka farman hay tu yaad nahi un ko allah maaf kay log tu qauran pak kay tarjamay ko apay mutabiq or apni mansha say biyan kartay haien :naooz::astagh:log allah ki kitab or nabi karempbuh kay kahay ko badal daytay haien ,quaid-e-azam tu pher bhi hamari tarha kay ensan thay .allah hum san ko hadaet day aamien
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|