Afaq Chaudhry
Chief Minister (5k+ posts)
Mainey jitney jamati dekhai hai. Saab ganey buhat shoq sey suntey hian. Us barey mein ap kiya kahen gaye?
Namaz bhi apni marzi sey, jab dil chahye, us waqt parhtey hain, pehlay apney sarey kaam niptatey hain. Ap kia kehtay hain is par?
Agar MQM buri hai (Bilqul hai) tu Jamaat ney Kia acha kiya? Karachi ki tabahi mein Jamat ka buhat haath hai. Sirf ap MQM ko na kahen. KU ko tabah kar diya tha Jamat ney. Ajeeb burai phelai thee. Khud larki sey baat karen tu sahi, koi aur karey tu Kutt laga do. Nazim na hota tha, Jillad hota tha. Woh tu shukar karo , Tipu ney pharka dia, warna Aj bhi jamat musibat kar rahee hoti.
By the way, KU main last qatal , Jamat ney hi kiya tha, saab key samney, eik larkay ko sarye mar mar key qatal kiya gaya. koi 6-7 saal purani baat hai (during new admissions).
Yeh ap par finger pointing nahin hai. Lamha fiqriah hai. Apni tashee kijiye .
App ne jo tansare kie hain,phir to ye aap per hi poore utarte hain,akhir kuch to kia hoga aap ne,jis ki shaikaat hai.
Allah sub ke haal janta hai, MQM se pehle karachi main janoon se koi nahii khailta tha, ub MQM ko ghalt kuon keh rahe hain sub, soochie.