yea siraj ul haq ko pata nahi kon hy behan farosh baiti farosh phir bhe ain ky saath hy, suub sy bara mujrim to phir yea khud hy
waisay qayamat ky din hisab sirf ALLAH lay ga , Qayamat ky din ka Malik ALLAH hy
Khair Afia Sidiqi ky jazabat ka andaza nahi laga sakta koi. aik din Afia Siffiqui, Imran Riaz Khan suub mar jain gy zulm ki aik limit hy pr yea zalim hisab dain laazmun dain gy