uzair_nadeem99
Citizen
مولانا مکی حجازی جو ایک عرصہ سے روزانہ کی بنیاد پر مسجد الحرام میں پاکستانی اور ہندوستانی بھائیوں کے لئے اردو میں بیان کرتے ہیں کی زبانی ایک عجیب واقعہ
حضرت صاحب حجر اسود کو تھوڑی دیر کے لئے سائڈ پہ رکھیں اور یہ بتائیں کہ کس ملک کا مسلمان سب سے پہلے چاند پہ قدم رکھے گا اور کون مسلمان ہو گا جو دنیا کو کچھ نیا ایجاد کر کے دے گا وہ چائینا والے چاند کی پرلی طرف اترنے کی تیاریوں میں ہیں اور امریکہ میں تعلیم حاصل کرنے میں مسلمان انتالیسویں نمبر پہ ہیں ہندو پہلے نمبر پہ ہیں چاند سے آگے مریخ سے بھی تصویریں ارصال ہونے لگی ہیں ستاروں پہ کمندیں ڈل چکی ہیں اور آپ؟؟؟؟؟؟
مولانا مکی حجازی جو ایک عرصہ سے روزانہ کی بنیاد پر مسجد الحرام میں پاکستانی اور ہندوستانی بھائیوں کے لئے اردو میں بیان کرتے ہیں کی زبانی ایک عجیب واقعہ
Apni aaqbat sanwar lo to yehi bahut hay? Chand par jana zaroori hay kia?حضرت صاحب حجر اسود کو تھوڑی دیر کے لئے سائڈ پہ رکھیں اور یہ بتائیں کہ کس ملک کا مسلمان سب سے پہلے چاند پہ قدم رکھے گا اور کون مسلمان ہو گا جو دنیا کو کچھ نیا ایجاد کر کے دے گا وہ چائینا والے چاند کی پرلی طرف اترنے کی تیاریوں میں ہیں اور امریکہ میں تعلیم حاصل کرنے میں مسلمان انتالیسویں نمبر پہ ہیں ہندو پہلے نمبر پہ ہیں چاند سے آگے مریخ سے بھی تصویریں ارصال ہونے لگی ہیں ستاروں پہ کمندیں ڈل چکی ہیں اور آپ؟؟؟؟؟؟
سابو بھائی عاقبت کے ساتھ ساتھ دنیا بھی سنورنے کا بندوبست ہو جائے تو کیا حرج ہے آخر کو دنیا بھی تو ہمارے واسطے ہی بنی ہے ناApni aaqbat sanwar lo to yehi bahut hay? Chand par jana zaroori hay kia?
Yeh haremi molvi sirf halway ke chakar main ummat ki waat marney pe tullay hain.سابو بھائی عاقبت کے ساتھ ساتھ دنیا بھی سنورنے کا بندوبست ہو جائے تو کیا حرج ہے آخر کو دنیا بھی تو ہمارے واسطے ہی بنی ہے نا
dunya sanwarnay ka bandobast bhi ho jaye to bhi koi muzaeqa nahin lekin chand par jana phir bhi koi zaroori nahin! Hahahaha I am nor sure NASA even went to the moon, they just filmed the landing in a studio.There are many solid evidences to prove moon landing was a hoax. Haha hum agar nahin gaye to koi basry baat nahin hay!:LOL:سابو بھائی عاقبت کے ساتھ ساتھ دنیا بھی سنورنے کا بندوبست ہو جائے تو کیا حرج ہے آخر کو دنیا بھی تو ہمارے واسطے ہی بنی ہے نا
مولانا مکی حجازی جو ایک عرصہ سے روزانہ کی بنیاد پر مسجد الحرام میں پاکستانی اور ہندوستانی بھائیوں کے لئے اردو میں بیان کرتے ہیں کی زبانی ایک عجیب واقعہ
Apni aaqbat sanwar lo to yehi bahut hay? Chand par jana zaroori hay kia?
O bhai! mein nay aaqbat sanwarnay aur chand par janay ki baat ki ? Yeh tum nay aaqbat aur dunya sunwarnay ka qissa chair dia? Woh bhi do meel lamba? Itni fursat kahan keh itna lamba safar kia jaye?:LOL:azeezam saboo sb, duniya sanwaare baghair aaqbat nahin sanwer sakti. is liye ke duniya hi aakhirat ki kheti hai. aakhirat issi duniya main theek tareeqe se rehne se sanwarti hai. insaan ko khudaa ne aik raw ya bunyaadi ya ibtadayee haalat main peda farmaaya hai magar peda is ko apne mehnat se kuchh ban ker dikhaane ke liye kiya hai. khudaa ne is ko issi kaam per lagaaya hai lihaaza jo insaan jaisa peda huwa waisa hi mer jaye 100 saal zinda rehen ke baad to aise shakhs ne apni zindagi barbaad ki aur khudaa ki aataa ki kuchh qadar na jaani.
mullaan ne deene islam se logoon ko bahot hi ziyaada door ker diya hai deen ko mazhab se badal ker. aaj deene islam ka matlab pooja paat ke siwaa kuchh bhi nahin. khudaa ne insaanu ko apni pooja paat ke liye nahin apne balboote per kuchh ker dikhane ke liye peda kiya hai jisse aik taraf khud khudaa ko apni takhleeq per naaz ho aur doosri taraf khud makhlooq ko apne behtareen makhlooq hone per naaz ho. yahee woh maqaam hai jahaan khudaa bandun se khush hota hai un ki karkardagi per aur bande khudaa se khush hote hen us ne in ko ye sab karne ki ehliyato salahoyet bakhshi. issi se khudaa ki badayee haqeeqatan zahir hoti hai bandun per.
khudaa ne insaano ko naatawaan aur kamzor baith ker rone waale nahin banaaya balkeh is duniya ko badalne wale banaaya hai jahaan insaan apna naqshe paa chor jaayen.
regards and all the best.
O bhai! mein nay aaqbat sanwarnay aur chand par janay ki baat ki ? Yeh tum nay aaqbat aur dunya sunwarnay ka qissa chair dia? Woh bhi do meel lamba? Itni fursat kahan keh itna lamba safar kia jaye?:LOL:
سابو بھائی اگر چاند پر نہیں جانا تو پھر مولوی منیب کی دوربین پہ اور ہمسائے کے چاند پہ گزارہ کرنا پڑے گاdunya sanwarnay ka bandobast bhi ho jaye to bhi koi muzaeqa nahin lekin chand par jana phir bhi koi zaroori nahin! Hahahaha I am nor sure NASA even went to the moon, they just filmed the landing in a studio.There are many solid evidences to prove moon landing was a hoax. Haha hum agar nahin gaye to koi basry baat nahin hay!:LOL:
Aap jo keh rahay hein woh sahih bhi ho sakta hay aur ghalat bhi? Ab ismein kiaazeezam saboo sb, aap khush qismat ho keh aap ke paas itna waqt to hai jitna ke hai. magar agar log issi rawish per chalte rahe to aik din kisi ke paas itna waqt bhi nahin ho ga. is liye keh jo log baaqi logoon ko jis raaste per liye jaa rahe hen woh nahin chahte koi aqlo fiker se kaam le aur zindagi ko drust tareeqe se jiye. lihaaza jab zindagi theek tarah se jeene ke raaste ke liye koi koshish hi nahin karen ge to nateeja khud hi saamne aata jaaye ga waqt guzarne ke saath saath.
regards and all the best.
Meri nazar mein chand par jana na koi zaroori hay aur na hi koi barri achievement. iss se hazar darja behtar hoga dukhi insaniat ki behtari kay liay koi koshish kar li jaye. Hein log wohi jahan mein achhay aatay hein jo kaam doosron kay!سابو بھائی اگر چاند پر نہیں جانا تو پھر مولوی منیب کی دوربین پہ اور ہمسائے کے چاند پہ گزارہ کرنا پڑے گا
Aap jo keh rahay hein woh sahih bhi ho sakta hay aur ghalat bhi? Ab ismein kia
Aap koshish kar kay dekh lein lekin nateeja siffar hay! Jo qaum badalna hi nahin chahti to?
Behtar hay aap khud ko hi sanwar lein....buss!
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|