ایک بھارتی نے سچ بول کر سارے پاکستانیوں کا سر شرم سے جھکا دیا

BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
I have been here for over a decade now. You can go and see my and the OPs debates over our matters of difference and quote me any point where me or him got abusive towards each other. I, being on the other side of the table (not supporting PMLN/PPP) have always respected his right of freedom of association and he has always been very respectful towards me too. The proof is in the pudding --The debates are all over the forum.

That is the main dilemma from which 99% of PTI is suffering. They regularized the terms "Ferrari, Gairajan, Diesel..." and what not... and now are asking for a bargain which they were never really ready to give to the other side?

Listen: The best way to solve a problem is to first acknowledge that there exists one.

You can keep living in your state of denial, but that won't change the reality and also will not prevent any further damage, received due to this problem. This trend only rouses rage (as it enrages you here) and has never proven to be effective in instilling any sense into anybody.

RESPECT IS A TWO WAY STREET
Mujhe bhi ek dihai se zyada hee ho gaya hai idhar. Pehli baat, aapka decency aur forum decorum ka record yahan koi bhi doubt mein nahi laa raha. Lekin agar hum baat terms like “Ferrari”, “Gairajan”, “Diesel” ki kar rahe hain, to phir sach ko poora sach kehna bhi zaroori hai.

Yeh sab lafz PTI ne coin nahi kiye...
  • “Diesel” sab se pehle Khawaja Asif (PMLN) ne 1996 mein assembly floor pe use kiya tha. How can you blame PTI for it?
  • “Peeli Taxi” Benazir Bhutto ke liye PMLN ke log use karte thay jab wo yellow dress pehenti thi, aur "taxi" ka matlab us zamanay ke posters mein kya hota tha, woh hum sab jaante hain.
  • Fake nude pamphlets bhi Benazir aur Nusrat Bhutto ke khilaaf circulate kiye gaye, aur jinhon ne kiye woh bhi kisi troll farm ke paid worker nahi thay, state-supported elements thay.
  • Gairajan” ka background bhi documented hai, aur yeh PTI ka nahi, 90's ke investigative journalists aur political books ka content tha.
  • Aur “Ferrari”, woh toh PPP ka coined term tha, jab Maryam red dress mein nazar aayi, aur PPP ne iska link PMLN ke double standards se banaya.
Toh agar PTI ne yeh terms amplify kiye hain, woh toxic zaroor ho sakta hai, lekin originator ka status PMLN se koi nahi cheen sakta.

Aap keh rahe hain "Respect is a two-way street." Bilkul theek.
Lekin aap ye bhi to dekhein ke street pe pehla pathar kis ne maara tha?

Jab aapki party ya narrative political women ke character assassination se apna raasta saaf karti rahi ho, to phir aaj ke trolls ka blame sirf ek side pe dalna intellectually dishonest hai.

Agar aap genuinely reform chahte hain, to sach ka burden bhi barabar uthaiye.

Waise PMLN ki trolling ki history buht puraani hai ... it actually dates back since the 80's. Ager aap kaho to unn per bhi roshni daalun? kyunke jo examples aap ne dee hain, waise hee laqb aur attack angles PMLN kaafi regularly use karti rahi hai. PMLN ka misogyny ka track record guzra hua issue nahi, yeh ongoing hypocrisy hai. Jab unki apni aurat ho, to izzat ka dars dete hain, lekin jab political opponents hoon, to “Peeli Taxi” se le kar “Smuggler” tak sab kuch chal jaata hai.
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)

اگر میں براہِ مباحثہ، آپکی بات مان بھی جاوٗں کہ فراری اور گیراجن جیسی اسطلاحات پی ٹی آئی کے مشہور ہونے سے پہلے کی بھی ہیں، تب بھی سوچ لیں، کیا یہ استدلال کافی ہے؟
 
Husain中川日本

Senator (1k+ posts)
خان کو تو ایسے ایسے ملکوں میں پاکستان کے حوالے سے جانا جاتا ہے ، جن کے تمہیں نام بھی معلوم نہیں ہوں گے ، پھونکوں سے یہ چراغ بجھایا نہ جائے گا ، تمہارا بیانیہ چلتا کیوں نہیں راجے چتھم داس کنجرانی

Imran Khan Pakistan GIF by DeeFee Productions
 
Husain中川日本

Senator (1k+ posts)
نیازی کی تشریف مارنے والا بھی سخت واہیات انسان ہے
دیکھو بھلا 80 سالہ بوڑھے کی بواسیر شدہ تشریف مار لی
مطلب کہ مریم کی مارنے والا شیانا نکلا ، مار بھی گیا اور تیری پیدائش بھی کروا گیا

Canadian Lol GIF
 
Husain中川日本

Senator (1k+ posts)
ویسے راجے چتھم داس لنڈوانی سکھ اپنے آپ کو بھارتی نہیں کہتے، پنجابی ، سردار یا پھر خالصتانی کہتے ہیں ، کوئی چنگا سا بیانیہ لایا کرو کیوں کمپنی کے پیسے برباد کرتے ہو ؟ ڈفر اور گنجے تمہیں تنخواہ پتہ نہیں میرے گھوڑے کی دیتے ہیں

GIF by JoyPixels
 
BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
اگر میں براہِ مباحثہ، آپکی بات مان بھی جاوٗں کہ فراری اور گیراجن جیسی اسطلاحات پی ٹی آئی کے مشہور ہونے سے پہلے کی بھی ہیں، تب بھی سوچ لیں، کیا یہ استدلال کافی ہے؟
Bilkul, aap ke sawaal ke chaliye maan liya ke “Gairajan” aur “Ferrari” jese lafz pehle se exist karte thay, magar aap ka sawaal hai: “kya yeh estedlal kaafi hai?”

To jawab yeh hai:

Nahi, yeh estedlal kisi bhi gali ko justify nahi karta, magar phir yeh bhi poora sach nahi hai ke sirf PTI hi trolling ka asal source hai.

Agar asal masla ghaleez language ka hai, to phir us ki shuruaat aur normalization bhi record ka hissa honi chahiye.
  • Jab Benazir ko "Peeli Taxi" kaha gaya
  • Jab Nusrat Bhutto ke fake nude pamphlets banaye gaye
  • Jab Jemima ko "Yahoodi Agent" aur "smuggler" kehkar media trial hua
  • Jab Bushra Bibi ke parda aur iddat ka mazaaq urhaya gaya
  • Jab verified PMLN trolls ne galiyoon aur zati attacks ko viral kiya
To us waqt kisi ne ye nahi kaha ke "kya yeh estedlal kaafi hai?". Ek Misaal se samjhaata hoon
https://twitter.com/x/status/1919276922996994392
Aaj agar wohi rawaya PTI ke trolls mein reflect ho raha hai, to phir problem trolling ka nahi, hypocrisy ka hai. Mere liye ye maan'na buht mushkil hai ke Pakistan ke musalman ek sir se paer tak parday mein rehnay wali musalmaan aurat ko "Peerni" aur "Jaadugarni" ke alqab se nawaazte hain.

Yeh debate tabhi constructive ho sakti hai jab double standards ka hisaab barabar se ho. Warna phir yeh "doosri taraf bhi to" ka narrative aik biased moral position ban jata hai.

Agar aap genuinely trolling khatam karna chahte hain, to us ki foundation ko bhi acknowledge karna hoga, warna nayi nasal usi culture ko amplify karti rahegi jise pehle leaders ne "political strategy" ke naam pe promote kiya tha.
 
Back
Top