In main ticket holders kitnay hain ?
Media ab is per itna propaganda kare ga jis ki misaal nahin milni.
Khan ko zawal nahin, ajj k bad sy Khan front foot per aye ga or ek k bad ek kamyabi hasil kare ga nothing can stop him now.
Imran Khan ko ticket dayni ki aqaal abhi tak nahin aye.
Khan ki phir hakumat ban bhi gye to phir woh hi masla ho ga, isk banday bare asaani say toot jatay hain ya biq jatay hain.
Pakistan main tamasha laga howa hai.
Fauj, Adalatain, police or siasatdan kisi ko kuch samjh nahin aa rahi karna hai to kya karna hai.
itna gand ghul chuka hay k ab usay theek karna namumkin hai. lakin mazeed gand phailane say to bacho kameeno.
170rs kami honi chahye, PDM nay 6 mahinay main halat theek kar daynay thay.
Ek rupay bhi sasta nahin ho ga, in bhookay nangay k pass awam ko loutnay k ilawa koi aur haal nahin.
Yeh baghairat ajj bhi National Assembly main hy just because of Imran Khan.
Mard ka bacha ban resign kar or phir election lar kar assembly main aa, Sari zindagi Teri maa suwaar say judwati rahi tab hi tugh jaisa baghairat aya dunya main.
Iski shakal or holiya dekho, yeh Pakistan ko represent kar raha hai.
Is jaisay banday ko to log bilawaja hi chapair mar daytay hain aur yeh waja hi pochta reh jata hai.
Duffers, unbelievable, waqai FA pass hain 2 takay ki aqal nahin or chale hain mulk bachane.
Noon League nay hamesha nafrat ki siasat ki, fauj ko fori tor per inhain khud say alag Karna chaye in duffers ka bojh bilkul mat uthaye.