سپریم کورٹ نے فائز عیسیٰ اور سرینہ عیسیٰ کی نظر ثانی کیس کا فیصلہ سنا دیا

Diesel

Chief Minister (5k+ posts)
ab bi kisi ko yaqeen nhi To pir wo mental hospital ka aik chakar laye.. ye sab A to Z corrupt hai.. ye kisi tara bi aik dosre ke against nhi ja sakte.. ab murghi chor ko hazir kya jye.. trial hoga to aik murghi chor ka hoga Baqi jo marzi kar lo Pir bi koch nhi hoga.. is ke nataij future ma bohat sangeen hon agay.
 

The wizard

MPA (400+ posts)
Agr koi Pakistani assets rakhta to usy judge kehty hai Pakistani shehri honey ki wajah sy apko btana pry ga yai sb kesy bnaya to phir faiz issa kyun ni bta skta yahi judges keh rhy thy k in teen sawalo ka jawab dy faiz issa ny saaf deny sy inkaar kr dia phir isy kyu jany dia
 

Citizen X

President (40k+ posts)
Pir nawaz shrif ko kyun saza mili.. Os ka case bi same to same is chor judge ka hi hai.. awam roads par nikal aye.. ye faisla namanzor namanzor.. ye is judge ki corruption ko support kya gya hai.. is par kisi sorat chup nhi beta ja sakta..
Agreed, govt can't do anything, the moment it does anything or says anything, these same buggers with charge it with conptempt of court.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

ab to corruption saamne bhi aa gayee hai aur is ke bawjood aisa faisla aana ghair mutwaqe tha. ab to un judges per bhi sawaal uth gayaa hai jinhune qazi sb ke haq main faisla diya hai. is ka matlab ye huwa judiciary main ziyada tar judges corrupt hen.

ye waqt hai logoon ka sadkoon per nikalne ka is judiciary ko seedhaa kerne ke liye. agar judiciary theek nahin ho gi to pakistan ka mustaqbil khatre main hi rahe ga jab tak ye haalat rahe gi.

ab hakoomat ke pas pakka saboot aa gayaa hai behtar hai reference proper tareeqe se dobaara dair kiya jaaye qazi sb ke khilaaf. balkeh issi bahaane deegar judges ke asaase bhi check kiye jaayen un ka bhi yahee maamla ho sakta hai. ye bhi bahot mumkin hai keh deegar judges ko issi wajah se black mail kiya gyaaa ho ga.
 
Last edited:

The wizard

MPA (400+ posts)
Govt should make changes in law and make it easy that each Judge should be made suspended while his/her case should go directly to National Assembly and Supreme Judicial Council should be abolished.
Simple hai yai law b reject hojana court sy.. president k right dobara bahal krwany chahyai parliament sy kyun k uske pass ehtiyar hota judge ko suspend Krny ks dekhty hai government ki policy kya hogi agr koi action na liya to buhat nuqsaan hona eihtsaab k biyana ko
 

Diesel

Chief Minister (5k+ posts)
Agreed, govt can't do anything, the moment it does anything or says anything, these same buggers with charge it with conptempt of court.
ho jye contempt of court. koyi bi is faisle se agreed nhi.. in judges ko bhagna pare ga. ye sab corrupt hai. inho ne is mulk ke ghareeb awam se 2 sal tak mazaq kya.. inko pansi par latkao.. ye judges nahi hai.. ye daku hai
 

Diesel

Chief Minister (5k+ posts)
Simple hai yai law b reject hojana court sy.. president k right dobara bahal krwany chahyai parliament sy kyun k uske pass ehtiyar hota judge ko suspend Krny ks dekhty hai government ki policy kya hogi agr koi action na liya to buhat nuqsaan hona eihtsaab k biyana ko
parliament ma bi sab chor daku Or judiciary ma bi sab daku.. is mulk ke qayam ka maqsad hi aj ki decision se baymani howa.. is se betr ta hindustan ki partition hi na hoti.. atleast muslims ki power divide na hoti Or ham par nawaz zardari or ye corrupt judiciary n corrupt establishment ham par musalit na hoti.
 

Haha

Minister (2k+ posts)
ان حرام خوروں چوروں منی لانڈروں نے جب یہی فیصلہ کرنا ہے کہ جج احتساب سے بالا تر تو لکھ دی لعنت ایسی عدلیہ پر
اتنا وقت ضائع کیس
ان تمام اپیل منظور کرنے والے حرام خور ججز کو چاہئے کہ پاکستان کاآئین بھی کالعدم قرار دے دیں یا ایک ایک آ ر ڈر دے دیں کہ پاکستان میں ججز ایک مقدس گائے ہیں اور نہ انکا احتساب ہو سکتا ہے نہ ہی پوچھ گچھ