Why Is it So hard to understand Ati Ullah Wa Ati Ur Rasool "Obey Allah and Obey the Messenger"?

taban

Chief Minister (5k+ posts)
ہمیں تو آج تک اس آئیت کا یہ ہی مطلب پتہ تھا اور ہے کہ اللہ اور اسکے رسول صلعم کی اطاعت کرو یعنی اللہ کے اخکامات جو رسول صلعم تمہیں سنائے اور بتائے اسے مانو اور فضول قسم کے وسوسوں میں نہ پڑو اب یہ بندہ اپنی طرف سے مطلب نکال کر اسے لوگوں کی طرف منسوب کر کے اور حدیث کی کتابوں کو شیطانی کتابیں کہہ کر خود کو عالم دین بنانے کی ناکام کوشش کر رہا ہے ہم تو اس جیسے جاہل مطلق سے باز آئے
 
Citizen X

(50k+ posts) بابائے فورم
ہمیں تو آج تک اس آئیت کا یہ ہی مطلب پتہ تھا اور ہے کہ اللہ اور اسکے رسول صلعم کی اطاعت کرو
Rasool ke anay se phelay mushrikeen ne bhi yehi samjha tha ke Lat aur Uzzah khudai mein shareek hain, yeh koi daleel nahi hai.
یعنی اللہ کے اخکامات جو رسول صلعم تمہیں سنائے اور بتائے اسے مانو
Rasool ne kya bataya? Rasool ka ek hi kaam tha. Allah ki katab, paigham aur ekhkamat, Woh unno ne ker diya. Khud apni taraf Quran se hutt ke koi hukum nahi diya aur nah hi dey sakthay the, woh sirf aur sirf Allah ki hi malkiyat hai, aur nahi hi rasool ne asay kuch kiya.

اب یہ بندہ اپنی طرف سے مطلب نکال کر اسے لوگوں کی طرف منسوب
Quran se daleel di hai, apni taraf se nahi. Quran khud kehtha hai Quran ki tafseer Quran se behtar aur koi nahi ker saktha. Tumharay pass Quran se koi daleel hai to samnay lao.

حدیث کی کتابوں کو شیطانی کتابیں
Asay nahi kehna chaiye tha, kyu ke phir tum jaisay log jo un insani kitabon ko deen ka hissa samaj te ho, naraz ho jaate ho. Lekin baat ka mafhoom sahi hai, kyun ke tum logon ka Islam 99% hadith based hai. Quran ko sirf zubani kalami maantay ho, lekin asal deen hadith hai aur Quran ki koi khas ahmiyat hai.

Baat akhir mein daleel ki hai. Marzi tum hari hai. Quran se daleel ko maan na hai, yah phir jo mullay aur babay daleel detain hain insaani kitabon se.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
Rasool ke anay se phelay mushrikeen ne bhi yehi samjha tha ke Lat aur Uzzah khudai mein shareek hain, yeh koi daleel nahi hai.

Rasool ne kya bataya? Rasool ka ek hi kaam tha. Allah ki katab, paigham aur ekhkamat, Woh unno ne ker diya. Khud apni taraf Quran se hutt ke koi hukum nahi diya aur nah hi dey sakthay the, woh sirf aur sirf Allah ki hi malkiyat hai, aur nahi hi rasool ne asay kuch kiya.

Quran se daleel di hai, apni taraf se nahi. Quran khud kehtha hai Quran ki tafseer Quran se behtar aur koi nahi ker saktha. Tumharay pass Quran se koi daleel hai to samnay lao.

Asay nahi kehna chaiye tha, kyu ke phir tum jaisay log jo un insani kitabon ko deen ka hissa samaj te ho, naraz ho jaate ho. Lekin baat ka mafhoom sahi hai, kyun ke tum logon ka Islam 99% hadith based hai. Quran ko sirf zubani kalami maantay ho, lekin asal deen hadith hai aur Quran ki koi khas ahmiyat hai.

Baat akhir mein daleel ki hai. Marzi tum hari hai. Quran se daleel ko maan na hai, yah phir jo mullay aur babay daleel detain hain insaani kitabon se.
اچھا اب کرنا کیا ہے اللہ اور رسول کی اطاعت کرنی ہے یا نہیں یا پھر صرف تمہاری اور اس بندے کی اطاعت کرنی ہے اور ہاں دلیل کس بارے میں مانگ رہے ہو
 
Citizen X

(50k+ posts) بابائے فورم
اچھا اب کرنا کیا ہے اللہ اور رسول کی اطاعت کرنی ہے یا نہیں یا پھر صرف تمہاری اور اس بندے کی
Maaf kerna, but that really is the dumbest thing I've heard in a long time. Yahan kiss ne kaha hai ke meri ya is banday ki attat ker ni hai? Kya anap shanap bol rahe ho? Quran mein kya likha hai sirf us ki attat ker ni aur Quran mein is ayat ka kya matlab hai, us ko achi tarah se Quran se examples le key samja diya hai. Agay tumhari marzi tum ne Quran ko maan na hai aur us per amal kerna hai, ya insaani kitabon per.

اور ہاں دلیل کس بارے میں مانگ رہے ہو
Jawab likha nay se phele achi tarah jo likha hai samaj ker do to phir asay sawal pooch ne ki zuruzat nahi hai. Daleel is baat ki do ke is ayat ya puray Quran mein kahan likha hai ke 200 saal baad majoosi farsiyon ki likhi hui kitabon ko maano aur unko apna deen bana lo. Is baat ki daleel

Quran mein kahin bhi dikha do ke us mein zikar ho ke Quran mukamal nahi hai ya is ko samaj ne ki liye baad mein kitabain aaien gi jin ko maana aur un per amal ker na zuroori hai. Ya koi hadith ka asay juz ko Rasool ki zindagi mein likha gaya ho aur Rasool ne khud us pe sahih ki mor lagai ho aur kaha ho ke haan is per amal kerna laazmi hai aur is ke beghair Quran aur deen mukamal nahi hai
 
Taalib-e-Haq

Voter (50+ posts)
Very humbly, not to get into the debate of quran vs hadeeth, but this guy is doing the same thing the Mullahs do day in day out.

Cherry picking ayaat and declaring other muslims as mushriks/kaafirs.

Not a single ayah quoted with context. Not a single root word discussed.

Plus seems to have very limited knowledge of Arabic, which again is ironic, because he is probably using the same dictionaries written by the very people he is condemning.

Kudos to CitizenX for at least trying to highlight the potential problems faced by the Muslim world, even though I would disagree with him on this particular notion.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
Maaf kerna, but that really is the dumbest thing I've heard in a long time. Yahan kiss ne kaha hai ke meri ya is banday ki attat ker ni hai? Kya anap shanap bol rahe ho? Quran mein kya likha hai sirf us ki attat ker ni aur Quran mein is ayat ka kya matlab hai, us ko achi tarah se Quran se examples le key samja diya hai. Agay tumhari marzi tum ne Quran ko maan na hai aur us per amal kerna hai, ya insaani kitabon per.

Jawab likha nay se phele achi tarah jo likha hai samaj ker do to phir asay sawal pooch ne ki zuruzat nahi hai. Daleel is baat ki do ke is ayat ya puray Quran mein kahan likha hai ke 200 saal baad majoosi farsiyon ki likhi hui kitabon ko maano aur unko apna deen bana lo. Is baat ki daleel

Quran mein kahin bhi dikha do ke us mein zikar ho ke Quran mukamal nahi hai ya is ko samaj ne ki liye baad mein kitabain aaien gi jin ko maana aur un per amal ker na zuroori hai. Ya koi hadith ka asay juz ko Rasool ki zindagi mein likha gaya ho aur Rasool ne khud us pe sahih ki mor lagai ho aur kaha ho ke haan is per amal kerna laazmi hai aur is ke beghair Quran aur deen mukamal nahi hai
سب سے پہلے تو تم یہ بتاؤ کہ میں کب کہا ہے کہ قرآن کو چھوڑ کے بعد میں آنے والی کتابوں کو دین کا ماخذ مانواور نہ ہی میں نے کہیں بھی یہ کہا ہے کہ قرآن مکمل نہیں ہے جو بات میں نے کہی ہی نہیں تم اس بات کو اپنے ذہن سے سوچ کے اس جھوٹ کو مجھ پر تھوپنے کی کو شش کر رہے ہو اور پھر مجھ سے اس جھوٹ پر دلیل بھی مانگ رہے ہو لعنت اللہ علی کاذبین دوسری بات جس لعین کی وڈیو دیکھ کر تم لوگوں پر جھوٹے الزام لگا رہے ہو اس لعین نے حدیث کی کتابوں کو شیطانی کتابیں کہا ہے حدیث کی کتابوں میں کس کا ذکر ہے اللہ کا اللہ کے رسول صلعم کا پچھلے گذرے ہوئے رسولوں کا صحابہ کرام کا قطع نظر اس کے کہ یہ کتابیں سچی ہیں یا جھوٹی تم اللہ اور اللہ کے رسول صلعم کو اس بندے کی اتباع میں کیا سمجھتے ہو بیٹا بولنے سے پہلے سنو اور غور کرو کہ اگلا کیا کہہ رہا ہے بہر حال جواب دینے کی ضرورت نہیں ہے تمہارا علم مجھ سے بہت زیادہ ہے میں تمہاری علمی باتوں کا جواب نہیں د ےسکتا اور ہاں لکم دینکم ولی دین
 
Citizen X

(50k+ posts) بابائے فورم
ب سے پہلے تو تم یہ بتاؤ کہ میں کب کہا ہے کہ قرآن کو چھوڑ کے بعد میں آنے والی کتابوں کو دین کا ماخذ مانواور نہ ہی میں نے کہیں بھی یہ کہا ہے
Jab haditon ka diffah kar rahe ho to phir un ko maantay bhi ho gay. Agar nahi maante to apni position wazeya ker do. agar asa kerte ho to mein apni ghalti maan tha houn aur apnay alfaaz wapis leta houn.

Apni position wazeya kerdo to phir agar baat ker sakthe hain.
دوسری بات جس لعین کی وڈیو دیکھ کر تم لوگوں پر جھوٹے الزام لگا رہے
Jo bhi hadith ko maanta hai aur follow kerta hai, to phir yeh ilzaam jhootay nahi hain.
حدیث کی کتابوں کو شیطانی کتابیں کہا ہے حدیث کی کتابوں میں کس کا ذکر ہے اللہ کا اللہ کے رسول صلعم کا پچھلے گذرے ہوئے رسولوں کا صحابہ کرام کا قطع نظر
Allah ne Quran mein yeh bhi kaha hai ke jo mujhe pe jhoot banday ga us ki khaufnaak saaza hogi. Koi bhi jis ka dil kerta hai Allah aur Rasool ke baray mein jo maarzi likh dey apni taraf aur tum maan lo gay kyun ke us mein "Allah aur Rasool ka zikr hai" ???? Yeh kya fazool daleel hai?

Aur tum ko kis tarah patah ke yeh Sahaba ki point of view se hai? Aap ke khiyaal se sab se ziyada hadith kiss sahaba se munsalik houngi? Zahiri hi baat hai jinno se Rasool ke saath sub se ziyada waqt guzara, Nabi ban ne se phele aur akhir waqt tak, sahi hai ke nahi?

Aur sub se kum hadith kiss sahaba se munsalik houngi, zahiri baat hai jis ne sub se kum waqt guzara Rasool ke saath.

Lekin haqeeqat kya hai? Haqeeqat ulti hai. Abu Bakr Saddique, Rasool ke sab se kareebi aur puranay sahabi jo Nabuwat se phele aur akhri saans tak saath mein the, un se 50 se bhi kum hadith munsalik hain. Umar Ibn Khatab ka bhi lag bag yehi haal hai. Aur woh Farsi jis ne sirf 1 se 3 saal tak Medina mein Nabi ke time mein guzaray Abu Hurarira jis ka aaj tak aasli naam bhi kissi ko nahi pata us ne taqreeban 4.5 hazaar hadith dhi hain. Tum ko is mein kuch ghard bard nahi lagta? Apni aqal se zara soocho.

تمہارا علم مجھ سے بہت زیادہ ہے میں تمہاری علمی باتوں کا جواب نہیں
Main koi sawal hi nahi pooch raha mein to sirf agha ker raha houn. Sawal poocho sawal poochnay mein koi harj nahi hai ya koi dikhat. Lekin topic pe reh ker.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
Jab haditon ka diffah kar rahe ho to phir un ko maantay bhi ho gay. Agar nahi maante to apni position wazeya ker do. agar asa kerte ho to mein apni ghalti maan tha houn aur apnay alfaaz wapis leta houn.

Apni position wazeya kerdo to phir agar baat ker sakthe hain.
پہلے مجھے شک تھا مگر اب یقین ہو گیا ہے کہ تمہیں ضرور کوئی مالیخولیا ٹائپ کی بیماری ہے تمہیں وہ باتیں نظر آ رہی ہیں جو میں نے کی ہی نہیں نہ میں نے کسی حدیث کا دفاع کیا ہے نہ حدیث کو ماننے کی بات کی ہے تم اپنی فضول قسم کی جھوٹی باتیں مجھ پر ٹھونسنے کی کل سے مسلسل ناکام کو شش کر رہے ہو مجھے تم پر کچھ بھی واضح کرنے کی کوئی ضرورت نہیں ہے یہ میرا اور اللہ کا معاملہ ہے اور اللہ نے تمہیں کوئی ایسا اختیار نہیں دیا کہ تم لوگوں کے دین کا فیصلہ کرتے پھرو اپنے جھوٹ اور چھوٹی سی بیمار عقل کے ساتھ اور ہاں جھوٹ کی بنیاد پر دینی بحث نہیں کی جاتی
 
Agar itni lambi chourdi aaien baaien shaaein kerne ki bajaie ek line ki wazahat ker dey te to tum se maangi ti ho bohat behtar hota.

Agar nahi maante to apni position wazeya ker do. agar asa kerte ho to mein apni ghalti maan tha houn aur apnay alfaaz wapis leta houn.
Mainay to advance mein maafi bhi maang li agar koi ghalat baat tum se munsalik ho gai ho to.

Baki post to choti se baat samjnay ki koshish ki thi, but its apparently clear now that you lack the mental capacity to think beyond your preconceived notions devoid of any learning or reasoning.

P.S : Are you a 4 yr old girl studying in lower KG that you have to write in big bold red fonts? It is really is a strain on the eyes to read through it. Try writing like an ordinary civilized human being the next time round.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
Agar itni lambi chourdi aaien baaien shaaein kerne ki bajaie ek line ki wazahat ker dey te to tum se maangi ti ho bohat behtar hota.

Mainay to advance mein maafi bhi maang li agar koi ghalat baat tum se munsalik ho gai ho to.

Baki post to choti se baat samjnay ki koshish ki thi, but its apparently clear now that you lack the mental capacity to think beyond your preconceived notions devoid of any learning or reasoning.

P.S : Are you a 4 yr old girl studying in lower KG that you have to write in big bold red fonts? It is really is a strain on the eyes to read through it. Try writing like an ordinary civilized human being the next time round.
بیٹا تجھے نیا نیا شوق چڑھا ہے اسلام پہ بحث کرنے کا تو اسلام کا سب سے پہلا سبق ہے کہ جھوٹ مت بولو لعنت اللہ علی الکاذبین یہ میرا نہیں اللہ کا فرمان ہے دوسرا تو نے یہ چھوٹی سی لڑکی کی جو بات کی ہے نا اسکا میں تمہیں کیا جواب دوں تم خود بتاؤ اسکا جواب سوائے اس جیسی گندی بات کے اور کیا ہو سکتا ہے جو میں اگر یہاں لکھ دوں تو پھر گالیوں کا سلسلہ شروع ہو جائے گا پتہ نہیں تم کونسا قرآن پڑھتے ہو جو تمہیں مسلسل جھوٹ بولنے اور اللہ کے کاموں میں دخل اندازی پر زورد ے رہاہے بہر حال اب تم جواب نہ دینا کسی اور پوسٹ پر کسی اور موضوع پر بات ہو گی میری طرف سے خدا حافظ
 
Once again irrelevant "aaien baaien shaaein" I had a little hope that you might have some reasoning and commonsense left and not totally brainwashed. But as always turns out you are just the same.

چھوٹی سی لڑکی کی جو بات کی ہے نا اسکا میں تمہیں کیا جواب دوں تم خود بتاؤ اسکا جواب سوائے اس جیسی گندی بات
Sorry I forgot I was talking to another matric fail religious patwari, its English slang when adults write like little children and to call you a little girl instead of a little boy was so that you might be shamed into writing like a civilized human being but obviously that has not work and you keep writing in big red joker writing.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
You are really a retard if you think that a low life cuck like you can provoke me to come down to your level and use derogatory language. Its not happening I don't Give a crap what you think about me or your feelings and your thoughts. Now go play with yourself, have fun.
 
Back
Top