Malik495
Chief Minister (5k+ posts)
janab aap bht ideal situation bata rahay hain..... k zindgi khobsorat lagnay lag jati hai...
in reality aese hota bht kam hai.. i think 90% lovers ko apna pyar nahi milta hai.... even just less then 10% he pyar main successful hotay hai. our 2nd person ko life ka hissa bana patay hain.. baqi 90+% just rottay hain... zindgi sey he awazaar ho jatay hain.... i m talking about real love... not so called love(time pass)..
zindgi just start main khobsorat lagti hai... jab banday ko reality say aagahi nahi hoti... tab har cheez bhula k wo just payar ki khushi main sarshaar rehta hai.. but when reality samney aati hai then just uljhan, izterrab, preshani, ranay dhoonay k siwa kch baaqi nahi rehta,,,
Janab yahan piyar honay ki nishanion ki baat ho rahi hay .. piyar k side effect ki nahi..
aur rahi baat yeh k piyar milta hay ya nahi milta to yeh piyar honay k baad ki baatain hain pahly ki nahi..