PTI protests in three cities till next SC hearing, say party insiders

Sher ka shikari

Senator (1k+ posts)
PTI5-1.jpg


Pakistan Tehreek-e-Insaf (PTI) is all set to further intensify the pressure on the ruling Pakistan Muslim League-N (PML-N) in the form of an anti-corruption awareness campaign, which they will start from next week, Pakistan Today has learnt reliably.

Sources privy to the development told your correspondent that PTI leadership is determined to take the Panama issue to its logical conclusion, as the party would resort to taking to the streets to make things tougher for the ruling junta.

A party leadership meeting was held at Chairman PTI Imran Khan’s residence at Bani Gala, which was attended by the party leadership and discussed situation mainly arising out of the last day proceeding of Panama case.

Sources said that PTI leadership is finalizing the schedule of public awareness campaign against the rampant corruption in the country.
In this regard, Chairman PTI would address at least three public gatherings during the month of December in major cities of the country, they added.
They said that since the apex court adjourned hearing of the Panama case till the first week of January, so the party leadership decided to resort to the masses.

Sources said that Imran Khan would address public gatherings in Peshawar and Rawalpindi and the name of a third city was yet to be finalized. Moreover, even the schedule of the public meetings has not been finalized as yet and the local leadership of the respective cities would soon announce the dates.

http://www.pakistantoday.com.pk/blo...ties-till-next-sc-hearing-say-party-insiders/
 
Last edited by a moderator:

thinking

Prime Minister (20k+ posts)
Aur koi.hal.nahi.ha current
Corrupt system se nijat hasal karney ka..awam.hi wahid
hal.ha..baqi mulk ke adaro ka tu
hal.ham dekh chukay hain..
 

Faisal Mian

Minister (2k+ posts)
Parliament main jao to yeh log galiyan daity hain...
Supreme Court jao to chutti par chaly jaty hain ...
Election commission jao to Stay Order aa jata hy...

Itna controlled system to Dictators ky dor main bhe nai raha...
 

Babar Khan

Senator (1k+ posts)
Parliament main jao to yeh log galiyan daity hain...
Supreme Court jao to chutti par chaly jaty hain ...
Election commission jao to Stay Order aa jata hy...

Itna controlled system to Dictators ky dor main bhe nai raha...


issee liya tu ya loog chorre karkay kehtay hain " adalaat challay jao" in ko pata hay adalat main sub say baarra choor baitha hay. " Pakistan kay saary judges choor aur rishwaat khoor hain. Ager yaqeen nahi hay tu in kay gharoon ko ja kay dykh lo
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
agar sawaal yeh hai keh kia pakistan main tabdeeli aa sakti hai yaa layee jaa sakti hai to jawaab yeh hai zaroor aa sakti hai aur layee bhi jaa saktio hai. is jawaab ki asal wajah qudrati nizaam hai jo duniya main kaar farmaa hai. duniya hamesha se badalti aa rahee hai aur badalti jaati rahee hai. yahee wajah hai taraqi ke lihaaz se ham insaan aaj wahaan nahin hen jahaan se hamaare is safar ki ibtadaa hui thi.

albatta musbat tabdeeli agar qudrati nizaam per chhor di jaaye to woh apni raftaar hi se aati hai jis main bahot saa waqt lag jaata hai aur insaanu ko is dor main bahot si takaleef se guzarna padta hai aik bahot hi lambe arse ke liye.

agar musbat tabdeeli insaan khud laane ki koshish karen to phir us ke bhi teen hi raaste hen.

1)taleemi inqalaab

2)khooni inqalaab

3)in dono ki mili juli shakal.

in teen ke ilaawa aur koi raasta tabdeeli ka mumkin hi nahin hai.

Yahee nahin in raastun per chalne ke liye bhi logoon ko munaasib zehni aur badni tayaari ki zaroorat hoti hai taa keh tabdeeli ke hadaf ko haasil kiya jaa sake.

taleemi inqalaab ke liye logoon ko sakht mehnat ki zaroorat hai is baat per keh khud ilm seekhen aur doosrun ko ilm sikhaayen. yeh din raat ka kaam hai har aik shakhs ke liye jo is tareeqe se duniya main tabdeeli laana chahta ho. is raaste ko hamesha bahot hi kam tadaad main logoon ne apnaaya hai. yahee wajah hai insaani duniya jab se wajood main ayee hai abhi tak apna hadaf haasil nahin kar saki. yeh bahot hi sust raftaar tareeqae kaar hai. is ki wajah yeh hai aik insaan aik din main munaasib had tak ilm haasil nahin kar sakta. is ke liye barsoon ka arsa darkaar hai yani 10, 15 saal kam se kam. yeh us shakhs ke liye jo ilm haasil karne main khaasi dilchasbi rakhta ho. yahee inqalaabaat the jo khudaa ke paighamber laate rahe duniya main aur un ke khaas khaas ummati.

khooni inqalaabaat duniya main hamesha log laate rahe aik doosre se azaadi haasil karne ke liye. magar is main jaanen bahot zaaya hoti raheen aur tabdeeli maamooli tarah ki aati rahee yani chhote pemaane per. albata bahot se aise chhote chhote inqalabaat ki wajah se bhi duniya kaafi had tak tabdeel hui hai jo hamaare saamne hai. yeh inqalaabat taaqatwaroon ke darmyaan kashmakash se wajood main aaye.

waise duniya main jo tabdeeli ham ko nazar aa rahee hai yeh mile jule inqalbaat ka hi nateeja hai agar ham samajh saken.


is tafseel se logoon ko maloom ho jaana chahiye keh jo log apni zaat ke liye jeete hen woh duniya main aise inqalaabaat nahin laa sakte. inqalaabi log sirf woh ho sakte hen jo doosrun ki behtari ke liye kaam karne ko apni zindagi ka maqsad banaayen apne jaano maal ki perwah kiye baghair. yahee wajah hai quran main un logoon ka zikar milta hai jo apna sab kuchh Allah ke hawaale kar dete the us maqsad ke liye jo un ko khudaa ne diya tha taa keh woh duniya ko khudaa ke bataaye huwe naqshe ke mutaabiq banaa saken. woh aap apna jahaan peda karne waale the hamari tarah apne zaati mufadaat ke ghulaam nahin the. For better understanding of things see HERE, HERE and HERE.
 

rising_pakistan

Minister (2k+ posts)
[FONT=&quot]ابک بادشاہ نے اپنے بہنوئی کی سفارش پر ایک شخص کو موسمیات کا وزیر لگا دیا۔ ایک روز بادشاہ شکار پر جانے لگا تو روانگی سے قبل اپنے وزیر موسمیات سے موسم کا حال پوچھا ۔وزیر نے کہا کہ موسم بہت اچھا ہے اور اگلے کئی روز تک اسی طرح رہے گا۔ بارش وغیرہ کا قطعاً کوئی امکان نہیں۔ بادشاہ اپنے لاؤ لشکر کے ساتھ شکار پر روانہ ہو گیا۔ راستے میں بادشاہ کو ایک کمہار ملا۔ اس نے کہا حضور! آپ کا اقبال بلند ہو‘ آپ اس موسم میں کہاں جا رہے ہیں؟ بادشاہ نے کہا شکار پر۔ کمہار کہنے لگا‘ حضور! موسم کچھ ہی دیر بعد خراب ہونے اور بارش کے امکانات بہت زیادہ ہیں۔ بادشاہ نے کہا‘ ابے او برتن بنا کر گدھے پر لادنے والے ‘ تم کیا جانو موسم کیا ہے ؟ میرے وزیر نے بتایا ہے کہ موسم نہایت خوشگوار ہے اور شکار کے لیے نہایت موزوں اور تم کہہ رہے ہو کہ بارش ہونے والی ہے ؟ بادشاہ نے ایک مصاحب سے کہا کہ اس بے پر کی چھوڑنے والے کمہار کو دو جوتے مارے جائیں۔ بادشاہ کے حکم پر فوری عمل ہوا اور کمہار کو دو جوتے نقد مار کر بادشاہ شکار کے لیے جنگل میں داخل ہو گیا۔ ابھی تھوڑی ہی دیر گزری تھی کہ گھٹا ٹوپ بادل چھا گئے ۔ ایک آدھ گھنٹہ بعد گرج چمک شروع ہوئی اورپھر بارش۔ بارش بھی ایسی کہ خدا کی پناہ۔ ہر طرف کیچڑ اور دلدل بن گئی۔ بادشاہ اور مصاحب کو سارا شکار بھول گیا۔ جنگل پانی سے جل تھل ہو گیا۔ ایسے میں خاک شکار ہوتا۔ بادشاہ نے واپسی کا سفر شروع کیا اور برے حالوں میں واپس محل پہنچا۔ واپس آکر دو کام کیے ۔ پہلا یہ کہ وزیر موسمیات کو برطرف کیا اور دوسرا یہ کہ کمہار کو دربار میں طلب کیا۔ اسے انعامات سے نوازا اور وزیر موسمیات بننے کی پیشکش کی۔ کمہار ہاتھ جوڑ کر کہنے لگا‘ حضور! کہاں میں جاہل اور ان پڑھ شخص اور کہاں سلطنت کی وزارت۔ مجھے تو صرف برتن بنا کر بھٹی میں پکانے اور گدھے پر لاد کر بازار میں فروخت کرنے کے علاوہ کوئی کام نہیں آتا۔ مجھے تو موسم کا رتی برابر پتہ نہیں۔ ہاں البتہ یہ ہے کہ جب میرا گدھا اپنے کان ڈھیلے کر کے نیچے لٹکائے تو اس کا مطلب ہے کہ بارش ضرور ہو گی۔ یہ میرا تجربہ ہے اور کبھی بھی میرے گدھے کی یہ پیش گوئی غلط ثابت نہیں ہوئی۔ بادشاہ نے کمہار کے گدھے کو اپنا وزیر موسمیات مقرر کر دیا۔ سنا ہے کہ گدھوں کو وزیر بنانے کی ابتدا تب سے ہوئی.

[/FONT]
 

Back
Top