Geek
Chief Minister (5k+ posts)
Last edited by a moderator:
Good point well raised.Agar 100 votes may say 40 verfiable nai hai, toh kia zaruri hai k 40 k 40 jeetnay walay k liye dalay gae? Nai bhai iska matlab hai k is 40 may say haarnay walay k vote bhi shamil hongay. toh jo unverifiable hai unko hata kar kia 60% votes(jo verifiable hai) per constituency ka faisla nai ho sakta?
lagta hay kay yah non verifiable saaray vote jeetnay waalay ko parray(bigsmile) yehi true fact laqgta hayAgar 100 votes may say 40 verfiable nai hai, toh kia zaruri hai k 40 k 40 jeetnay walay k liye dalay gae? Nai bhai iska matlab hai k is 40 may say haarnay walay k vote bhi shamil hongay. toh jo unverifiable hai unko hata kar kia 60% votes(jo verifiable hai) per constituency ka faisla nai ho sakta?
Dusri baat yeh k agar Nadra Chairman ko raat 2 bajay aur vote verification ki waja say nai hataya gaya toh phr Hukumat ne Rauf Kalasra(jis ne khabar break ki thi) k khilaf defamation ka koi action kyu nai liya? Kia Rauf Kalasra Jhoot bol raha hai woh bhi itnay yakin k sath? Agar bol raha hai toh oskay khilaf action karo bhai.
lagta hay kay yah non verifiable saaray vote jeetnay waalay ko parray(bigsmile) yehi true fact laqgta hay
agreed 100%.Thumb osi surat may verify nai ho sakta k oska nishan madam(faint) ho aur aesa isi surat mumkin hai k aek baar ink may thumb dibo kar multiple kaghaz per jaldi jaldi lagaya jae. Warna toh aesa ho hi nai sakta k koi banda jo freshly apna thumb ink may dabo de aur phr bhi oska thumb impression madam(faint) nishan chor jae. I am not ready to accept that fact as well.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|