Synikmaster
MPA (400+ posts)
Iss Ghatia aadmi k bayaan sai lagta hai...IK waqi aik masoom aadmi hai.. uur aadmi ki pahchan karnay mai dhooka kah jata hai..baqi paisaa booltaa hai...aap ka kaya khayal hai Noon league jo horse trading mai kamal rakhti hai..wo koshish nahi ker rahi hoo gi k IK ka MNA/MPA's ko tora jaye...phir kahta hoo Paisaa boltaa hoo.