malikbhai
MPA (400+ posts)
Dr z, zara apne dimaagh ka ilaaj kerwao ye tumhai 5-6 hazar loog nazar aa rhay hain, mere bhai aik cricket ground mai 80000 banda aata hai, oor yeh hajoom tumhay 5-6 hazar nazar aa rha hai, mai dawai sai keh sakta hoon it was more then 80000+. oor mere dawa kerne se kya InshaAllah woh waqt aane do jab PTI pooray pakistan sai elect ho gi. phir tum loog hi Imran ki tareefain na karo tou kehna.