oh acha aap abhi tak dharani ko ro rahay ho. wese us dharni ne pmln ki waat lagadi. siwaye thakay lene aur dene ke saray kaam aur idaray nawaz sharif ne fauj ko dediye. 2/3 majority se bana hua wazir azam ko apne yaar zardari se milne ke liye bhi raheel sharif se ijazat leni pari aur ijazar na milne pe usne zardari ko bhi ditch kardiya. dharni ne anwaz sharif se resign tu nahi liya lekin itna kamzur kardiya ke ab iski ek lohar ya thekedar se ziyada koi hasiat nahi rahi. raheel shareef pahle khud russia jakay muamaly te karta ha phr 2 mahinay baad nawas sharif kaghzi kawari complete karne jata ha. yehi haal us aur uk ke saath bhi ha. jahan nawazs sharif ne saudi ko yakeen dihani karai lekin phr wapis jakay sheikho se maafi mangni pari kyunke raheel sharif fauj bhejne ke liye tayyar nahi tha. itni beizzati sirf nawaz sharif jesa baighart hi bardasht karsakta ha.
aur jahan tak sawal raha geo ka tu mir shakeel ko aaj pakistani ki history me koi nahi harasaka lekin dharne ne geo ki kamar hi tordi. is se pahlay mir shakeel nawaz sharif, musharraf aur iska baap bhtuuo ki hukumat mukabala karchua ha.
lekin dharna ki waja se geo jokay number 1 channel hua karta tha aur iska duur duur tak koi mukabala na tha wo number 2-3 ke liye mukabla karne laga. 2-3 studio walay channel like samaa tv geo se agay nikal gaye. ye shaid pahlei martba ha ke mir shakil ne kisi political leader se takkar li lekin is bar wo khud har gaya jabke imran khan ki popularity me koi fark na aya.
ye dharni ne aese ghairay zakham choray hain ke geo aur pmln ko zindagi bhar nahi bhoolay hi.