Shaheed Zulfiquar ali bhutto jab 3 saal ke thay to un ko bohut taiz bukhar hua
Tamaam docters ne safaa jawab de diya
zindagi ki koi umeed na thi
majboor ho kar un ko is mazaar per le jaya gaya
wahan ke aik majawar k is masoom phool jaise bachay ko aik sabz qameez pehna di aur kaha , yeh bacha na sirf raat tak theek ho jai ga balke yeh puri duniya main itna naam aur izzat kamai ga jis ki koi hadd na hogi
pura waqiyaa kitabon main likha ha , InshAllah kisi din jiyalon ki khidmat main paish kar doon ga
Pura waqiyaa kitabon main likha hai , InshAllah kisi din Muhalifeen e bhutto ke moon pe maar diya jai ga
Jiyeee Bhutto
wah wah , Subhan Allah , Shaheed bhutto to khud apne aap main aik pohunchi hui buzurg hasti thi