Yaar yeh kam az kam is government ki mojoodgi main aur specially salman taseez (khabees) ki mojoodgi main to nahee hosakta agar aisa ho gaya to hamare politicians ka sara khel hi kharab ho jai ga jo wo pakistan ke youth ko kharab karne ke liye khel rahe hain. aur is shetani khel main pakistani media ka poora haat hai.