kashif bhai plz iss safdar JAAHIL ko kiyon bula latay safdar waraich jaisay politition humaray mulak k liye kisi baddua se kam nahii .iss kaisay hukmraan humary mulak ko aagay le k jaine gaye agar koi yeh kehta hai tou woh bohat bara PAAAAGAL hai.
Imtiaz safdar sahib aap ka baap es tarah sarak par roo raha hota tu aap ka dil tarapta or ye jo aap topic par baat karney ke baje fazool batain kartey rahain tu kia ye siasat hy khuda ka kauf karo zardari or gilani ji loot maar kar rahy hain or en ki aar main aap sab maal bana rahy hain kion ke ye lotairy ab inshallah dubara nahee aaen ge