Re: News Beat 12th Feb 2012 - Mahmood u Rasheed, Hassan Nisar & Ayatullah Durrani - Contempt of Court Case..What will happe
yazeed ibnay muavya ku bhi adalat nay istasna dya tha ,,,, sab banun umya aur banun abbas ku ,,,sab ku istasna tha ,khann thay baki mulim..??? khan thi adalat ,, pakistan min 3 law chal rahay hain . 1. aam adaltin , 2. shahri adadltin , 3. fuji adaltin , , lagta hay Islam ka theka srif pakistaninyun nay lay rkha hay ,, (clap)(clap)(clap) jin ki masjadun min aazan,aazan ka time,aazan kay alfaaz,namaaz,namaaz ka tareeka,namazy janaza ,kalma, sab kuch mukhtalif hay ,wo aapnay aap ku muslim kelwanay per itna fakher nahin kartay jitna keh ,sunni,wahabi,ehlay hadees,tabligi jamaat,baralwi,aur shia hunay per ,ya eek dosray kay pechay namaaz tak nahin pertay ,eek dosray ku kafir kehtay hain ,, ya sab name nihaad ulma ayuub khan,yaya khan zia ul haq, aur mushraf kay sath thay ,,, ppp ku dakh kar tu wasay bhi in ku jamoreeyat yaad aa jati hay aur islam bhi .(clap)(clap)(clap)