S
Siasati
Guest
jee nahi, mein nay yeh aap ko nahi, balkay apnay aap ko kaha hai.
I was browsing youtube and came across this video which reminded me of Faiz's kalam "Kuttay"
Please read "Kuttay" and then watch the video
yeh galiyon ke aawara baykaar kuttay
kay bakhsha gaya jinn ko zouq-e-gidaee
zamanay kee phitkaar sarmaya inn kaa
jahaan bhar kee dhutkaar inn kee kamaee
naa araam shab ko, naa rahat sawairay
ghalazat mein ghar, naaliyoon mein basairay
jo bigray tou ekk doosray se lara doo
zara aik roti kaa tukra dikha doo
yeh hurr aik kee thookarein khanay walay
yeh faqoun se uktaa ke marr janay walay
yeh mazloom makhlooq garr surr uthaey
tou insaan sabb sur-kashee bhool jaey
yeh chahein tou dunya ko apna bana lein
yeh aqaoun kee haddiyaa (bones) takk chaba lein
koi inko ehsaas-e-zillat dilaa de
koi inn kee soee hoee doomm (tail) hila day
[video]http://www.youtube.com/watch?v=OjaNQFChkCY&feature=fvw[/video]
..I know this post should go into sher-o-naghma, but I think the message warranted a new thread.