bagharat insan interterment kay bana baghar kisi proof kay qumi hero per ilzam lag raha ho .shram nahi atti . jab koi respons atta hai to wo bi pti kay khatay main dal detaain hain pti walay ghalian detay hain ...sab dalal aghatay huwain is program main.,yahain tak sawal othanay ki bhat hai talat husian nay bi progam kia sawal othay kis koi ataraz nahi oposition honi chaye likan ilzam to mat lagoo tumaray leader to generolon ki malish kar ka politice main ayya , just a requst to all pti supters ignors all these clowns and keep go and go on untill you achive you goal.
We are calm dear but in which way he answer the questions that is not IK words. so yah loog 2 trha say gunah kar rahay hain. 1: Jhoot bool kar or dikah kar or 2: uss jhooth par Jahloon ki tarha haans kar or awam ko gumrah kar kay. Aysy log mulak or qoom kay dushman hain jo kah sidah rasta nhi dikah rahay balkah awam or mulak ko gumrah kar rahay hain
pti supporter jab wo zardari sh rashid nawaz sharif ki parody krty hain ya real imran khan ko bulaty hain tu pglo ki tarah tareefain shuru ojaty hain aur imran khan ka mazak karlo tu galia dyna shuru aur auqat p ajaty hain abhi se ye haal hay agar hakumat ban gaye tu phr shyd media band he kardainge