GraanG2
Chief Minister (5k+ posts)
Wah ray wah mere PTI kay doston.... Kal tak to Hassan Nisar sub se bara dushman tha, us ko galian per rhi thi... Ab hero ho gya??
Ab na kehan hamari siasat asoli siasat hai
Kis ne Hasan ki tareef ki hai...Hum toh keh rahe hain ,akhir kar us ko apni ghalti ka ehsas ho gaya...Agar koi acha kaam karta hai toh us ko welcome karna chahiyie...tujhko mirchi lagi toh main kya karoon.