Bombaybuz
Minister (2k+ posts)
Aik tou ya term nahi samjah aati "tahreek a insaaf waley" main aik muttahid, azad, gharatmund, aur khushhaal pakistan dekhna chahta hoon aur mojoda hallat main is ki ummed PTI sai he hai... Allah karay ga woh dun aaye ga is mulk main jab koe bhe party hoo koe kesi ka bhe supporter ho lakin jahan baat mulki maffad ki hogi tou hum sab aik awaz hon gey ... aur ya un mulkon main dekha ja sajta hai jin ki taraf hum nigah uttha ka dakhtey hain as "champions of jamhoriyaat" rahe baat hasan nisar ki tou yahan mujha kuch fark nahi parta ka us ney IK ka baray main kya kaha haan lakin aab IK ki himayat k baad ... MQM ka baray main kya tassur hai H nisar sahab ka jin k saath ya shamain manatey rahey hain.