mubasshar said:siasatpk said:yaar laalay jazbati kar diya tu ne tau qasam se....
yar kai karain bahir rah ka pata chalta ha apna mulak or apna ghar kai ha. mujay hansi ati ha jab log pakistan main rahty huwa b us ka bara main ghalat kahta han .. mara khyal main sab logon ko 1 sal ka liya zra bahir kam karna chahiya to in logon ko apna mulak ki qadar aya ge.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|