pai g panama saboot nahin hai...panama mein pahli baat to yeh hai keh nawaz sharif ka naam nahin hai...uskey bachon ka naam hai....woh bahir rahtey hian...masaila asakta hai maryam sharif ka keh woh dependent hai...woh jab court mein case jai ga to wahan prove karey ga...
second panama mein kisi ka naam aney ka yah matlab nahin keh loot maar ka paisa hai...pahley sabit to karo keh yeh loota hoa paisa hai...alzamat laganey sey aur keecher uchalney sey apna case mazboot nahin banaya ja sakta hai
Imran khan ISlamabad par keon yalghar karna chahta hai jeb keh Supreme court mein case chala gaya...uski waja sirf aik hai ..Imran khan ko pata hai keh corruption ka koee saboot nahin hai is leyey supreme court mein yeh case nahin jeeta ja sakta...tabhi to woh itna desperate hoa hai keh kisi tarah nawaz sharif ki chutti ho ya phir court par dabao dalna hai keh jaisey bhi ho merey haq mein faisala hona chahey chahey saboot ho ya na ho...agar haq mein faisala aya to insaf mila nahin aya to tana deya ja ga keh judge bhi bik gayee...
imran ko bus apni marzi ka faisala chahey....banda prime minister key leyey aur kitni zalalat tak jai ga...banda soch bhi nahin sakta