Capital Talk 13th February 2012 - Saeed u Zaman Siddiqui & Asma Jahangir -

Kashif Javid

Voter (50+ posts)
missing person ko media hero bana ker pash kerta ha.lakin jo army wale shaheed ho jate ha.un ke bacho ke bare main koye nahe sochta.kitne army wale shaheed hoye hain.kitne citizan shaheed hoye ha un ke bache kis hall main ha wo kon dekhe ga.ager main juram nahe kerta to muje koye nahe paker sakta.ager in ko apne bacho ka itna he kheyaal ha to bande de puter bante galat kaam nahe kerte.
 
Fayyazkayani

Politcal Worker (100+ posts)
Well said Kashif,popular baat kernai say RATING bhartee hai aur PAISAI bhee zayada miltai hain,inkai leyai BACHAY sirf DEHSHATGARDOON kai hain baqi too GHASS PHOOS kee tarah hain,BEGUNAH koe bhee hoo uskay leyai AWAZ uthana JIHAD hai muger joo sarakoon per aur bazaroon main SHAHEED ho jatai hain un kai leyai inkee AWAZ band hoo jaatee hai.
KHUDA KAI LEYAI SAB KO MUKHLOOQ-E-KHUDA SAMJHOO.
 
Kashif Javid

Voter (50+ posts)
i think pakistani media is kabil nahe ha ke is ko azaad kiya jaye.ye is country ke liye ache cheez nahe ha. inho ne un ke khelaf kaam kerna shero ker diya ha jo is country ke liye kaam ker rahe hain"isi and army".khud to ye paisa bana rahain hain lakin pak ko tabah ker rahain hain."" isi army our adalat ke khelaf baat kerne per pabandi hone chaheye""
 
lafatah

Minister (2k+ posts)
salaam hai Hamid Mir, tera Jihaad Zindabad...terrorist ka naam leke inhe lalkaar raha hai..jinhay kuch kehnay ki himmat na govt ko hai na fauj ko

aur haan us bachay ko bhi salam jisnay sahi bola hai...*********
 
There is one thing called rule of law. Prove case against them and execute them.

Back
Top