Aik Nazam-Aik dua

sarbakaf

Siasat.pk - Blogger

Ya Raab meri es dharti ko
Phir salamti ka gehwara kar
Jis dharti per har phool khilay
Jis dharti per har rang milay
Jis dharti har sham roshan
Jis dharti ka purazam har din
Jis dharti per Allah ka naam bee hoo
Jis dharti per Allah ka nizam bee hoo
Jis dhartee kay rahbar , rahzan na hoon
jis dhartee kay saanjhay gham bee hoon
Jis dharti main har mazhab milay
Jo chahata hai us ko woh saab milay
Jo dharti ghazi paida karay
Oor shaheed kay lahoo say roshan kary
Jis dhartee main islam hee hoo
har dushman e daeen o mulk naakam bee hoo
Jis dhartee ke aawam khuddar bee hoo
saab ko mout (death) ka dar oor intezar bee hoo
Jis dhartee main hazar salah ud din milain
Jis dhartee main aalim e deen milain
es dhartee ka har bacha ghazi hooo
har bhoora , jawan namazi hoo
Aasman es dhartee per naaz karay
Har chind o prind bay khoof parwaz karay

Aai ALlah hum muaf bhee kar
es ruswai kay gand koo saaf be kar
Paida hum main ehsaas bee kar
Wapis hamary hawas bee kar
Hum Ummat Madinay walay kay
Hum ghulam Madinay walay kay
Hum ghunaghar magar muslaman too hain
Hum nadim bee hain pashemaan bee hain
Es zillat o ruswai ko aab door kar
Aaab qaloob ko pur noor bee kar
Har bacha es mulk ka mujahid hai
tu too khud es baat ka shahid ha
i
to be continued
Guyz i am not a poet....first time something came to my mind and i am putting it here...

do tell me how u find it....and should i continue it or not....
 

Back
Top