asal deene islam aik mission hai khudaa ke diye huwe maqsad ko poora kerne ka jo apne maanane waalun se musalsal jido johd ka taqaaza kerta hai. kyunkeh musalmaanu ne islam namaaz roze ko samajh liya hai lihaaza ye to hona hi tha. lihaaza namaazen padhte raho aur roze rakhte raho aur joote khaate raho.