گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

haqeeqat yehi hai k ziada tar phal aur sabziyan garam hain , aam khain dahi k saath

Nawab Sb ! aam aur kachi lassi tu theek hy lakin aam aur dahi (serious) ..... ye acha combination bataya hay na "AAM" ka maza aye aur na hi "Dahi" ka :lol:
 

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک


عدیل پائی شرم کریں رمضان مے کھیرے کے دیگر فوائد کا پوچھ رہے ہو
(serious)
[hilar][hilar][hilar]


yar tum logon k zehan hi kharab han tum sub ejtamaai touba karo aur forn europe choor k pak-sur-zameen shift ho jao
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

Barf ki taseer bhi garam hoti hay engineer :lol:

aap ki itlah k liye arz hai k pani jab barf ban jata hai Fredge main to us ki taseer garam ho jati hai

Barf thandi nahi garam taseer ki hai

او جاہل مطلق انسانو ، کب تک سنی سنائی باتوں پے چلتے رہو گے ، ہیٹ ہمشہ گرم سے ٹھنڈی چیز کی طرف جاتی ہے، برف اندر جا کے ساری گرمی مکا کے ٹھنڈ ا ٹھار کر دیتی ہے

;)
 

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

aap he koi thandi taseer wali cheezein bta dein

Australia me es ki zaroorat bhi kafi perti ho gi thanda rehnay k leye...;)


08_31_52_944_coriander_Medium_.jpg
 

cms123

Minister (2k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

"Kheeray" k baray me keya khayal hy ???

es ki taseer aur deegar fawaid k baray me bhi batain...

Kheeraa...tandoor se zeydaaa garam hotaaa hey.......baraf aag se zeyada garam goti hey............thund tu sirf Siachen per hoti hey....baaqi sub garam a garam hey...........:))
 

handsome.ebi

Chief Minister (5k+ posts)
yar tum logon k zehan hi kharab han tum sub ejtamaai touba karo aur forn europe choor k pak-sur-zameen shift ho jao



کھیرے کے دیگر فوائد کا آپ پوچھ رہے ہو اور توبہ کی ضرورت ہمیں ہے، اے کی گل ہوئی



[hilar][hilar][hilar]
 
Last edited:

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

Ye thandi taseer hy...??? Ustad ! tujhay abhi taseero ka pata nhi hy theek say ;)

thandi garam taseer to niyat pe depend karti hai, aziz e mann to thannnnnnnndi hawa ka jhoonka mehsoos hota hai ;)
 

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

[/size=5]


کھیرے کے دیگر فوائد کا آپ پوچھ رہے ہو اور توبہ کی ضرورت ہمیں ہے، اے کی گل ہوئی

[hilar][hilar][hilar]
[/size]


wesy zeyada faida-mund kheera kon sa hota hy jhag wala ya baghair jhag k


Aamir tu bata tou tu engineer hay na, tou ny tou perha bhi ho ga aur practical bhi keya ho ga :lol:
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

wesy zeyada faida-mund kheera kon sa hota hy jhag wala ya baghair jhag k


Aamir tu bata tou tu engineer hay na, tou ny tou perha bhi ho ga aur practical bhi keya ho ga :lol:

جھاگ نکالنا بہت ضروری ہے ، ورنہ کڑواہٹ بہت بڑھ جاتی ہے
 

handsome.ebi

Chief Minister (5k+ posts)
wesy zeyada faida-mund kheera kon sa hota hy jhag wala ya baghair jhag k

Aamir tu bata tou tu engineer hay na, tou ny tou perha bhi ho ga aur practical bhi keya ho ga :lol:

عامر پا جی آپ ایسے تجربات بھی کرتے رہے ہو ؟؟
:13::13::13:
[hilar][hilar]
 

mrk123

Chief Minister (5k+ posts)
Re: گرمی سے بچاؤ کے لیے قدرتی خوراک

Yeh Information ghalat hai bhai Sahab

Paudeena aur Gajjar Dono Garam hain

Sohraab, yaar tum hamari amma ko ghalat kah rahay ho. Woh tu hamesha kahtee hain kay podeenay ki taaseer thandee hai. Aur gaajar tu sardiyoon mein hotee hai.
 

Back
Top