چوری پر ہاتھ کاٹ دیئے جانے چاہیں

mdanishtaha

Politcal Worker (100+ posts)
حضرت عائشہ(رضی اللہ تعالی عنا) روایت کرتی ہیں کے نبی(صلى الله عليه واله وسلم) نے فرمایا.ایک چوتھائی دینار یا اس سے زائد چیز کی چوری پر ہاتھ کاٹ دیئے جانے چاہیں.

[ بخاری، کتاب:8 ، جلد:81 ، حدیث:780 ]

Narrated 'Aisha(Razi Allah Ta'ala Anha)
Prophet(SallAllahu Alaihi Wa'alehi Wasallam)said, "The hand should be cut off for stealing something that is worth a quarter of a Dinar or more."

[Bukhari :: Book 8 :: Volume 81 :: Hadith 780

QUESTION :

Pakistan my ye saza honi chahye ?

Sub sy ziada kis ko nuksan hoga is saza ka ?
 
Last edited by a moderator:

sarbakaf

Siasat.pk - Blogger
application of this law need careful consideration

Also see the incidents were when someone was forgiven for stealing items becaue they were FORCED BY THEIR POVERTY.

Also see who will apply this law in pakistan ???

Do we have to apply just one part of whole islamci judicial system or just a part of it ???
 
Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
What ever is part of shariyah that is un questionable ... Beshaaq pakistan main mukammal shariyah nafiz honi he chaheya ... rahe baat effect koun hoga tou mujha nahi lagta previous acts pay applicable hota hai koe law ... wsay bhe quarter dinar worth ki choori tou sab he ker rahey hain ... i doubt shayed he koe hoo jo is sai baach paye.
 
Scorpion

Banned
حضرت عائشہ(رضی اللہ تعالی عنا) روایت کرتی ہیں کے نبی(صلى الله عليه واله وسلم) نے فرمایا.ایک چوتھائی دینار یا اس سے زائد چیز کی چوری پر ہاتھ کاٹ دیئے جانے چاہیں.

[ بخاری، کتاب:8 ، جلد:81 ، حدیث:780 ]

Narrated 'Aisha(Razi Allah Ta'ala Anha)
Prophet(SallAllahu Alaihi Wa'alehi Wasallam)said, "The hand should be cut off for stealing something that is worth a quarter of a Dinar or more."

[Bukhari :: Book 8 :: Volume 81 :: Hadith 780

QUESTION :

Pakistan my ye saza honi chahye ?

Sub sy ziada kis ko nuksan hoga is saza ka ?

Dear,

I don t know weather you did it intentionally or un intentionally . . . . But what was the need to paste the photo of this bloody hand with it . . . . are you trying to create people hatred against this Hadees and the Shariah law . . . .

It is like same if you ask question regarding the validity of death penalty and paste a few photos of a few bodies hanging . . . . with out going into the detailsa of the crimes did by those dead . . . . You want to have a poll, do it with out such stupid photographs . . . .
. .
A distasteful thread . . . .
 
Last edited by a moderator:

alibaba222

Minister (2k+ posts)
pakistan key halat tab he theek ho sakty he jab choro key hath oor qatloo ke gaerdany kati jaye gee,ye qooom peyar say samjhny wali nahee he,app isee say andaza lagye jab fooj ke hakoomat ati he sab kesy sedhye ho jaty he,wo dosri bat he key fooj bhee bad may in choro say mil jati he
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Aqal ka taqaaza hai keh quran ko soch samajh kar pada jaaye.

jin loggon ko yeh samajh nahin keh tawheed aur shirk main kia farq hai, sunnat aur bidat kisse kehte hen, taqleed aur ghair muqllidiyat kia hai, qanoon saazi ka tareeqa e kaar kia hai, qanoon ka nifaaz kaise hota hai, qanoon ke maqaasido asraato nataaij kia hone chahiyen waghera waghera unse koi aisi tawaqo rakhna keh woh khudaee qanoon ko saheeh tor par naafiz karen ge ghalat maloom hota hai.

Quran main koi saza aisi nahin jo moqa mehl se hat kar ho. maut ki sazaa bhi kisi ko bila khoon bahaa nahi di ja sakti. Insaani jisam ka koi hissa bhi kisi gher inaani jurm main mubtila insaan ko nahi di jaa sakti. Quran main sirf ankh ke badle aank ki saza hai aur woh bhi agar woh shakhs maaf kar de jis ke saath aisa kiya gaya hai to maaf ho jaaye gi.

molviyun ne to deen ka holiya hi begaad ke rakh diya hai.

musalman kehlaane waloon ko aqal se kaam lena chaiye. Islam Allah ke rehmo karam ka naam hai yeh kissi zaalim aur jaabvir hukmaraan ki jaagir nahin hai.

Quran ke ghalat tarjme kar ke mullanoo ne qom ko barbaad kar ke rakh diya hai. Yeh tarjmen quran ki tarjumaani har giz nahin karte bulkeh ulta islam ko badnaam karte hen.

kia aap ne kis molvi yaa baadsha ke haath kate hue dekhe hen?
 
Last edited:

mh.saghir

I could not understand your objective of the post but yes Hazrat Umar (R.A.) punished his son while he was the caliph.

Moreover, there is description about the punishment of killing/murder in Qura'an.

and last thing, we have to implement the rules of Allah whether we like it or not, yes the order of implementation of those laws could be different means first you implement the Islamic system of social justice and then you implement these laws of sentence or vice versa.
 
Riz_pk

Citizen
This law should be applied after a successfull application of Khulfa e Rashedeen's Law and order. We cant just put one or two laws or laws such is this when there is even no justice and law in not same for every person.
 
waseem563

Politcal Worker (100+ posts)
جوابات :

١ - ہونا چاہیے اور ہوکر رہیگا ،،،، لبرلس اور سیکولرس ان دونوں کا موہ کالا ہوگا ،،، انشاءالله
٢ - لبرلس ،،،، سیکولرس اور سیاستدانوں کو سب سے زیادہ نقصاں ہوگا

makdaone

Councller (250+ posts)
Pakisan kay hukmran or awan yeh bol chokey hain keh ik din marna hai tu keya jawab dain gaye

Pakistan tu bana hi Islam kay name per tha per islami kanon aby tak nafey nahi howa

hamery kum per Allah ka azab aya howa hai or idher sawal jawab chal rahey hain keh Islami kanon naf ho ya na ho

Allah reham keray hum sab per pata nahi kis kis kism kay azab hamrey mukl main arhey hain
 
Last edited:

mdanishtaha

Politcal Worker (100+ posts)
application of this law need careful consideration

Also see the incidents were when someone was forgiven for stealing items becaue they were FORCED BY THEIR POVERTY.

Also see who will apply this law in pakistan ???

Do we have to apply just one part of whole islamci judicial system or just a part of it ???

Here we are talking about "Pakistan mey LAW hona chahye ya nahi" aur " kis ko is saza ka ziada nuksan ho ga"

wo 14 points alag hain...jin k hony par saza lagu hoti hai warna nahi....

thanks to comment
 
mdanishtaha

Politcal Worker (100+ posts)
Aqal ka taqaaza hai keh quran ko soch samajh kar pada jaaye.

jin loggon ko yeh samajh nahin keh tawheed aur shirk main kia farq hai, sunnat aur bidat kisse kehte hen, taqleed aur ghair muqllidiyat kia hai, qanoon saazi ka tareeqa e kaar kia hai, qanoon ka nifaaz kaise hota hai, qanoon ke maqaasido asraato nataaij kia hone chahiyen waghera waghera unse koi aisi tawaqo rakhna keh woh khudaee qanoon ko saheeh tor par naafiz karen ge ghalat maloom hota hai.

Quran main koi saza aisi nahin jo moqa mehl se hat kar ho. maut ki sazaa bhi kisi ko bila khoon bahaa nahi di ja sakti. Insaani jisam ka koi hissa bhi kisi gher inaani jurm main mubtila insaan ko nahi di jaa sakti. Quran main sirf ankh ke badle aank ki saza hai aur woh bhi agar woh shakhs maaf kar de jis ke saath aisa kiya gaya hai to maaf ho jaaye gi.

molviyun ne to deen ka holiya hi begaad ke rakh diya hai.

musalman kehlaane waloon ko aqal se kaam lena chaiye. Islam Allah ke rehmo karam ka naam hai yeh kissi zaalim aur jaabvir hukmaraan ki jaagir nahin hai.

Quran ke ghalat tarjme kar ke mullanoo ne qom ko barbaad kar ke rakh diya hai. Yeh tarjmen quran ki tarjumaani har giz nahin karte bulkeh ulta islam ko badnaam karte hen.

kia aap ne kis molvi yaa baadsha ke haath kate hue dekhe hen?

"Ek Moqa par NABI PAK SAWW ny FARMAYA k Agar meri Beti FATIMA bint-e-Muhammad SAWW b chori karti to mey usky b hath Kat/Katwa deta"

Ye Hukam kon dey raha hai ?
Koi molvi ?

Explain Please ...

naeem08

Voter (50+ posts)
................................................................................................
application of this law need careful consideration

Also see the incidents were when someone was forgiven for stealing items becaue they were FORCED BY THEIR POVERTY.

Also see who will apply this law in pakistan ???

i wz just about to write the same points .................. agreed 100%.

Back
Top