Musharaf ki saree zindagee punjab ma guzree ya phir turkey ma. Aik bar isko urdu sun lo ghour se. Dusra musharaf ko army chief is liye banaya gaya tha k muhajir hai coup nahi karega. Pakistan ki fouj punjabi fouj hai chahay tum tasleem karo ya nahi. 3 bhutto mar diye. Baloch mardiye. Pukhtun ko bomb mar mar kar farigh kardiya, anp ka haal dekh lo. Altaf bheek mang raha hai London ma. Liaquat ali khan ko goli mardee, Jinnah Road per paray paray mar gaya. Siwaye ye tasubi punjab shareef jiska .... choosne k liye betab ho rahay hain aj bhi fouji.Yaar, yahan tu Musharraf bhi hakoomat kar gya. Agar yeh itnay hi Punjabi hotay tu Musharraf 9 saal hakoomat na karta . Kya Musharraf bhi Punjabi tha ?
Last edited: