Yeh sabb uss mesaq kaa kia dhara hay joo inn logoon nay aapis main kia hua hay.
Jiss khait say dehqann koo mussar na hoo roozee,uss khait har khoosha e gandam koo jala doo.
kisee nay khoob sooch samajh kar hee inn alfazoon koo likha hooga aoor shairr kee shakal dee hoogee,
TUNIS kay halat say kamm khrarab too naheen hain yahan kay hallat,magar inn siasatdanoon nay awam koo pehlay bhookoon mara kar unkee quwat e mazahmat hee khatam kar dee hay,upper say bijlee aur gas kaa buhran paida kar dia hay,aam loog kia karain jinko apnay bachoon ko khilanay kay liay naan nuqfa kee fikar paree rehtay hay,woh loog bhee aakhir inn siasatdanoon kee taraf dekh rahay hain keh yeh loog kia kar rahay hain.
Aakhir kabb takk eik din unkoo uthna hee paray gaa apnay haqooq kee khatir.
Woh qoom joo eik hee soorakh say bar bar dasee jaa rahee hoo,woh qoom naheen janwaroon kaa eik rawar hoo jati hay jiskee koi manzil naheen hoti,Inn janwaroon koo koon sudharay gaaaaaaaaaaaaaaaaaa.