bhutto ayub ka foreign Minister tha , yeh to aap ko pata hai , kia aap yeh bhi jante hain ke 1965 ki war jo Pakistan maidan main jeeta lekin Table par haar gaya, us ke baad ayub khan ke khillaf Tehreek kis ne chalai ???
Isi Liye PTI ke Kaake Munnon ki Haisiyat Online Maskharon se ziada aur kuch nahi kuin ke aap loogon ko Sirf Imran Khan ko support karna aata hai , is ke ilawa aur kuch nahi aata . na tum logon ko Tareekh ka kuch pata hai aur na tum loogon main itni Samajh hai ke har woh banda Jo Imran khan ke against hai bikao maal hai
uncle Pakistan ki adhi history to ankho syy daikhi hy aur adhi parhi hy yaan video sy daikhi hy
kon kia karta rha hy sab patta bhi hy
bhuto ka khandaan kab sy siyasaat main hy ye bi patta hy
bhuto ki maa kon thi baap kon tha ye bhi patta hy
bhuto sara kuch patta hy
bhuto khandan ka dada pardada sary hi status quo bana kar jety thy
aur rahi ayoub ki baat tu jooo kuch us dictator ny fatima jinnah k sath kiya tha usky baaad woo bhuto phir bhi Ayoub k forign maninister bana to lannat hy bhai
aur Ayoub k khillaf tahreek to chalni thi kion k uskay karnamy essy hotty ja rhy thy
baat bhuto ki nahi hy
baat uski betti ki hy phir usky shohor aur phir usky bachy asifa, bhakhtarwar, bilawal ki hy tu musalsal hamary ghullam zahan awam k leader banty ja rhy hain
Imran khan kia kahta hy k is ghalamana zahniaat koo chor kar apna leader khud bannao proper channel sy
na k makhan polish yan corruption kar k jessy faisal raza abadi etc etc
Imran khan ka kasoor ye hy k woo youth sy kahata hy apny leader kuch banaoo agy aooo
ISF k though yaan party membership sy a kar election larooo
Imran khan chahti hy essy status quo sy chutkara lain hum saaab
Imran Khan apni party main mashwroon sy sab ki sun kar chalta hy
aik aik worker ki importance hy aur baat ko sunna jatta hhy
any Imran khan k mukhalifooon ko bhi ko bhi wellcome hy