سرمایہ درانہ نظام معیشت - پیسہ پیسے کو کھینچتا ہے

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
میں بارش کر دوں پیسے کی جے تو ہو جائے میری
???
۔
انصاری صاحب اتنی لمبی ویڈیو دیکھنے کا ٹائم کس کے پاس ہے آپ خلاصہ بھی ساتھ لکھ دیتے تو کتنا اچھا ہوتا
 

pinionated

Minister (2k+ posts)
This is a 2 and half minute video and u want a summary
This video is about pay gap between CEO and low end worker in Chase Bank
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
میں بارش کر دوں پیسے کی جے تو ہو جائے میری
???
۔
انصاری صاحب اتنی لمبی ویڈیو دیکھنے کا ٹائم کس کے پاس ہے آپ خلاصہ بھی ساتھ لکھ دیتے تو کتنا اچھا ہوتا
عنوان میں خلاصہ ہی لکھا ہے
 

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
عنوان میں خلاصہ ہی لکھا ہے
چینی لوگ افراڈی قوت کو پیسے کے نعم البدل کے طور پر لے رہے ہیں وہاں عوام کا جذبہ ہی سب کچھ ہے
پاکستان میں ایسا ہونا ابھی مشکل ہے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
hamaara masla kisi aik aad baat ka hai hi nahin balkeh hamaare log bahot badi tadaad main sheadeedtareen jahalaat ka shikaar hen.

un ko maloom hi nahin hai ideology kia hoti hai ya us ke kon kon se pehloo hote hen aur un ki ehmiyato hasiyat kia hoti hai ya un ka maqaam kia hota hai kisi bhi insaanu ke gero ke liye aur ye keh un ka ke darmiyan kia rishta hota hai.

ham log nahin jaante society kia hoti hai is ke kon kon se aspects hote hen aur un ki kia hesiyato hamiyat hoti hai waghera waghera.

ham nahin jaante siyaasat kia hoti hai aur is ke kon kon se pehloo hote hen ya un ki kia hesiyato ehmiyat hoti hai waghera waghera.

ham nahin jaante culture kia hota hai aur is ke kitne pehloo hote hen waghera waghera.

ham nahin jaante economy kia hoti hai aur us ke kia kia pehloo hote hen waghera waghera.

kia ham jaante hen in sab baatun ka aapas main taaluq kia hai?

inhi baatun ko bunyaadi tor per way of life kehte hen. insaanu ka sab kuchh inhi baatun per depend karta hai.
 

Back
Top