Ya tu Pakistan majoda halaat se kisi moujzay ki wajah se bach jaya ga ya phir Syria..Iraq..Libya ki trah lambi khana jangi ka shikar ho jaya ga.Aur India Pakistan ko tabah haal Choor kar apni tamam Army China ke sath conflict m daal dey ga..USA ne next war plan China ke sath karna ha.Russia ko Ukraine m engage kar ke US China ki traf jaya ga.Jiss m India us ka partner ho ga.aur Pakistan apni Company ki wajah se laho laho ho ga.