iss k*uti key bachay nein oss waqat to column nahi likha jab waseem beysharam nein poorey punjab ko gali di thi?
agar punjab be ghairat hai to is main humara kia kusooor :D
Mere dost agar aap ye samajhtey hain k kisi ki gandi zaban sun kar us ko waisa hi jawab na deya jay tu sirf woh hi nahin balke us ki sari qoum bhi begairat ho jata hai, buhat hi ghalat sooch hai aap ki.Yeh sirf aap ki soch tu ho sakti hai sarey karachi ya urdu bolney walon ki nahi kiyon k main buhat achchi tarhan janta hoon merey dost k karachi main buhat bashaoor aur educated log rehte hai , Aap ki is baat se main aap ki tarhan ye nahin kahon ga k sara karachi aap ki tarha ki soch rakhta hai. mere bhai agar kisi panjabi ne aap ko gali di tu main kehta hon k us ne jahalat ka kaam kiya lekin jab aap ne bhi us ko waisa hi jawab diya tu us main aur aap main keya farq reh geya dono aik jaise hi ho gai. Hazarat Abu Bakar saddique Razi Allah Ho Anho se kisi maamley main aik shakhas talkh kalami karne laga Hamarey Nabi (SAW) bhi wahi mujod they Hazrat Abu Bakar sar jhuka kar sunte rahe jab aap ne koi jawab nahin diya tu woh baad bad kalami pe utar aaya tu Aap Razi Allah ho Anhu ko bhi gussa aa geya aur us gussey ki wajah se Aap ne bhi us Aadmi bura bhala kehna shiro kar diya. jab Aap ne jawab diya tu Hamarey Nabi (SAW)wahan se chale gai, Aur Aap (SAW) ne Aap (RA) ka jawab dena na pasand farmaya. Mere bhai ho sakta hai k kisi shakhas ki bad zabani se us jaise log buhat Khush howay hon chahi wo kisi bhi quom se taluque rakhata hon, lekin Allah aur us ka Rasool (SAW) zaroor naraz hote hain.agar punjab be ghairat hai to is main humara kia kusooor :D
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|