Indeed Javed Ghamdi is one of the best in 1000 years.

Khair Andesh

Chief Minister (5k+ posts)
Now I have serious doubt about your mental health .. Reason ..Head line was about Javed Ahmed ghamdi best scholarship in 1000 years ! Not about my brain ! Second Reason Video is about one topic only Second coming of Prophet Isa(p.b.u.h)! and its about 50 min long! And you never mention in your response about this one topic ! Third Reason you may not even saw the video! All you doing is attacking on Intellect of Javed Ghamdi with out even once mentioning what He gave reference about !
All you doing is Crying about your Questions ! We call people like you heckler ! Who have no sane mind to have conversation with.
Have a nice day ! : )
ایسی باتیں کھلم کھلا نہیں کرنی چاہیے۔ اگر ان کفار کو جو ان کی پشت پناہی کرتے ہیں، جنہوں نے انہیں پناہ دی ہوئی ہے،یہ پتا لگ گیا کہ غامدی صاحب کوئی مجدد ٹائپ چیز ہیں،، تو وہ ان کی جان کے درپے ہو جائیں گے۔بھلا تاریخ میں کب ایسا ہوا ہے کہ کفار نے کسی ایسے شخص کو پناہ دی ہو جو اسلام کو اس کی اصل شکل میں لانا چاہ رہا ہو، اور جو شامل ہونے والی کثافتوں کو دور کر رہا ہو۔ وہ تو یہی چاہیں گے کہ جاہل ملا مسلمانوں پر مسلط رہیں، جو انہیں دین سے دور اور ہمیشہ پسماندہ رکھیں۔
یہ کم وبیش وہی بات ہے جو میں قادیانیوں سے کہتا ہوں کہ اگر تم واقعی ویسے ہی اصلی سچے اور کھرے مسلمان ہوتے تو لندن تمہارا ہیڈکوارٹر نہ ہوتا، بلکہ بن لادن کی بجائے تمہارے خلیفہ کے سر کی قیمت مقرر ہوتی۔
غامدی صاحب کے پیروکار خود کو عقل پرست کہتے ہیں۔ اگر واقعی کوئی عقل استعمال کرنے والا ہے، تو اسے صرف یہی ایک دلیل غامدی فتنہ کی اصلیت سے روشناس کروانے کے لئے کافی ہے۔
 
Khair Andesh

Chief Minister (5k+ posts)
فرض کریں میں ہر رات ایک مختلف عورت کے ساتھ متعہ کرتا ہوں، تو اس پر کوئی قدغن تو نہیں۔۔۔؟
آپ کی متعہ میں اتنی دلچسپی دیکھ کر گمان ہوتاہے کہ اگر کبھی آپ کو مسلمان ہونے کی توفیق ہوئی، تو آپ اہل تشیع ہو گے۔ مگر یہ آسمان سے گرا کھجور میں اٹکا والی بات ہو گی۔
 
Khair Andesh

Chief Minister (5k+ posts)

اگر کوئی مسلمان مرد ہیں تو کر سکتا ہے بشرتکہ حق مہر ، گواہان اور انصاف کی شرط پوری کر سکے
لیکن مسلمان عورت کو اجازت نہیں کہ اس کو تین مہینے کی عدت کی شرط پوری کرنی ہوتی ہے
. . . . .
آپ کا میں کچھ نہیں کہہ سکتا
یہ ویسے آپ ذیادہ دور نہیں نکل گئے؟ اور میرا نہیں خیال کہ یہ انصاف والی شرط یہاں اپلیکیبل ہے۔وہ ہر رات نئی کہانی کی بات کر رہا ہے، جبکہ انصاف کا تصور وہاں ہے، جہاں انسان ساری زندگی نہیں تو کم از کم کچھ عرصہ ایک سے ذیادہ بیویاں رکھے۔(اور آپ کی بات سن کر اسی فورم کے کسی ممبر کی بات یاد آ گئی کہ جس نے کہا تھا کہ چکلے والوں نے آپ کے علماء کے فتاوی لٹکا رکھے ہیں، (واللہ اعلم باالصواب)
بہرحال شکر ہے آپ نے اپنے کسی تو عقیدے کو ڈیفنڈ کیا۔ ورنہ اب تک تو یہی معمول تھا کہ جہاں ایسا کوئی عقیدہ سامنے آیا جسے ڈیفنڈ کرنا مشکل ہو تو آپ جھٹ سے دوسرے پر زبردستی عقیدہ تھوپنے لگے کہ اگر ہمارے یہاں ایسا ہے تو تم بھی یہ عقیدہ رکھتے ہو۔مثلا متعہ کا توڑ آپ نے نکاح مسیار میں ڈھونڈ لیا۔یا شاید یہ اس لئے ہے کہ آپ کا مخاطب مسلمان نہیں۔
 
AzaadAlfaaz1316

Councller (250+ posts)
ایسی باتیں کھلم کھلا نہیں کرنی چاہیے۔ اگر ان کفار کو جو ان کی پشت پناہی کرتے ہیں، جنہوں نے انہیں پناہ دی ہوئی ہے،یہ پتا لگ گیا کہ غامدی صاحب کوئی مجدد ٹائپ چیز ہیں،، تو وہ ان کی جان کے درپے ہو جائیں گے۔بھلا تاریخ میں کب ایسا ہوا ہے کہ کفار نے کسی ایسے شخص کو پناہ دی ہو جو اسلام کو اس کی اصل شکل میں لانا چاہ رہا ہو، اور جو شامل ہونے والی کثافتوں کو دور کر رہا ہو۔ وہ تو یہی چاہیں گے کہ جاہل ملا مسلمانوں پر مسلط رہیں، جو انہیں دین سے دور اور ہمیشہ پسماندہ رکھیں۔
یہ کم وبیش وہی بات ہے جو میں قادیانیوں سے کہتا ہوں کہ اگر تم واقعی ویسے ہی اصلی سچے اور کھرے مسلمان ہوتے تو لندن تمہارا ہیڈکوارٹر نہ ہوتا، بلکہ بن لادن کی بجائے تمہارے خلیفہ کے سر کی قیمت مقرر ہوتی۔
غامدی صاحب کے پیروکار خود کو عقل پرست کہتے ہیں۔ اگر واقعی کوئی عقل استعمال کرنے والا ہے، تو اسے صرف یہی ایک دلیل غامدی فتنہ کی اصلیت سے روشناس کروانے کے لئے کافی ہے۔
Let me dismantle your only evidence ! Javed Ghamdi is in Malaysia a Muslim country like Dr zakir naik took refuge in Muslim country ! And I used to live in Ma Liklaysia ! in 90s they have 50% Muslim population and they are the best muslims i ever seen after living in meddle east and Pakistan ! Fitna is your Molvi of Pakistan! only country which celebrate 3rd Eid ! as Eid milad un nabi ! Like Christain celebrate 25 Dec birthday of our Prophet Isa(p.b.u.h) there is no difference in Paki Muslim and Christian !
Ager tum waqi ek HAQ ki baat kernay waly ho ! TOA bato kia koi ? Prophet ( Allah ka Nabi ) ay ga? Mohammad (peace be upon him) ke bad ?
If you say yes cause Prophet ISA (p.b.u.h) second time coming after Mohammad(p.b.u.h) Then you are just like Qadiyanis !
No new or old Prophet of Allah is coming after Mohammad(p.b.u.h) Quran is clear Quran is complete ! Allah last communication is in Quran ! Quran is protected by Allah not by human ! Ibne Maryum (p.b.u.h) will remain Prophet of Allah in this world and after this world ! Prophet is who communicate with Allah directly or indirectly !
If you say Isa(p.b.u.h) will come back second time but as Umati but not as Prophet Then you have become Kafir ! by rejecting ISA (p.b.u.h) as Prophet and calling him only Umati !
Hope u see
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

ہاہاہا۔ شاہ جی۔۔۔ تو زنا اور کیا ہوتا ہے۔ سفید بالوں والا بابا ایسےہی ذلیل نہیں ہورہا تھا۔۔۔ آپ لوگوں نے تو زناء کو ہی لیگلائز کرکے اچھا سا نام دیا ہوا ہے۔۔ ویسے تو آپ نے ہر وقت زنا زنا کا شور مچایا ہوتا ہے ، آپ میں تھوڑی عقل ہوتی تو آپ تو کبھی بھول کر بھی زنا کے خلاف بات نہ کرتے۔۔۔ کیوںکہ آپ (کا مکتبہ فکر) تو ماشاء اللہ سے زناء کے فکری وارث ہو۔۔ ? ? ? ۔۔

آپ کا حال یہ ہے کہ آپ حلال زرائے یا حرام زرائے سے کمایا رزق دیکھنے کی بجائے روٹی کھانے کے طریقے سے مماثلت بیان کر رہے ہیں
حسب سابق آپ کو فیس سونگ دی جاتی ہے
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

یہ ویسے آپ ذیادہ دور نہیں نکل گئے؟ اور میرا نہیں خیال کہ یہ انصاف والی شرط یہاں اپلیکیبل ہے۔وہ ہر رات نئی کہانی کی بات کر رہا ہے، جبکہ انصاف کا تصور وہاں ہے، جہاں انسان ساری زندگی نہیں تو کم از کم کچھ عرصہ ایک سے ذیادہ بیویاں رکھے۔(اور آپ کی بات سن کر اسی فورم کے کسی ممبر کی بات یاد آ گئی کہ جس نے کہا تھا کہ چکلے والوں نے آپ کے علماء کے فتاوی لٹکا رکھے ہیں، (واللہ اعلم باالصواب)
بہرحال شکر ہے آپ نے اپنے کسی تو عقیدے کو ڈیفنڈ کیا۔ ورنہ اب تک تو یہی معمول تھا کہ جہاں ایسا کوئی عقیدہ سامنے آیا جسے ڈیفنڈ کرنا مشکل ہو تو آپ جھٹ سے دوسرے پر زبردستی عقیدہ تھوپنے لگے کہ اگر ہمارے یہاں ایسا ہے تو تم بھی یہ عقیدہ رکھتے ہو۔مثلا متعہ کا توڑ آپ نے نکاح مسیار میں ڈھونڈ لیا۔یا شاید یہ اس لئے ہے کہ آپ کا مخاطب مسلمان نہیں۔

قرآن میں انصاف کرنے کی شرط اور پھر انصاف نہ کر سکو کی وارننگ . .. .. اس کی وضاحت ہمارے امام نے ہی کی ہے . آپ نے جو قیاس لڑایا ہے وہ جاہلیت کے سوا کچھ نہیں
ہم ہمیشہ سے اپنے عقائد کا دفاع کرتے ہیں ، جو شخص جس قابل ہو اسے اسی طرح کا جواب دیتے ہیں
مثلا آپ لوگ قرآن کی آیات سے زیادہ حاکم وقت ، اور رائج امور کو اہمیت دیتے ہیں اسی لئے آپ کو صحابہ اکرام کے متعہ اور مسیار کی مثال دیتے ہیں
. . . .
آپ کو شاید معلوم نہیں کہ پاکستان میں زکات کی کٹوتی کے علاوہ کوئی شیعہ قانون لاگو نہیں ، آپ نے فتوے لٹکانے کا ذکر ضرور اپنے کسی پیج میں دیکھا ہو گا
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)

آپ کا حال یہ ہے کہ آپ حلال زرائے یا حرام زرائے سے کمایا رزق دیکھنے کی بجائے روٹی کھانے کے طریقے سے مماثلت بیان کر رہے ہیں
حسب سابق آپ کو فیس سونگ دی جاتی ہے

شاہ جی۔۔ ہر رات نئی عورت۔۔۔ اس کو شادی نہیں کہا جاتا۔۔۔ آپ کو آپ کے مذہبی پیشوا بیوقوف بنا رہے ہیں اور دنیا آپ پر ہنس رہی ہے۔۔۔ کجھ عقل نوں ہتھ مارو۔???۔۔ پہلے بھی کہا تھا آپ کم از کم زناء کے خلاف بات نہ کیا کریں۔ ۔
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

آپ کی متعہ میں اتنی دلچسپی دیکھ کر گمان ہوتاہے کہ اگر کبھی آپ کو مسلمان ہونے کی توفیق ہوئی، تو آپ اہل تشیع ہو گے۔ مگر یہ آسمان سے گرا کھجور میں اٹکا والی بات ہو گی۔

نہیں ، یہ پہلے آپ کے مسلکی بھائی ہوا کرتے تھے . یعنی (نام نہاد ) صحابہ کے علمبردار
.
ایک خاص قسم کے تھریڈ پر ہمارے خلاف انتہائی چھوٹے رسم الخط میں کمنٹ کیا کرتے تھے
پھر اچانک سے یہ لا دین ہو گئے اس کے بعد انہوں نے الله ، اسلام کے احکامات ، رسول الله کے بارے میں انتہائی غلیظ قسم کے کمنٹ کیے لیکن حیرت انگیز طور پر کبھی (نام نہاد ) صحابہ کے خلاف کوئی کمنٹ نہیں کیا
. . . . .
سچ تو یہ ہے کہ آپ کا مسلک انتہائی تیزی سے اپنے پیرووں کو کھو رہا ہے . کئی لوگوں نے لا دین ہونے کا اعلان کر دیا ہے اور بہت بڑی تعداد میں لوگ عملی طور پر آپ کا مذھب چھوڑ چکے ہیں پر اعلان نہیں کیا
اس کے علاوہ آپ کے مسلک کے کئی لوگ حق کی جانب بھی راغب ہو رہے ہیں ، آپ کے علما اپ شکایتیں کرتے پھرتے ہیں کہ آپ کے لوگ سوال اٹھاتے ہیں کہ فلاں کے نام کے ساتھ رضی الله کیوں پڑھیں
الحمد الله
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

شاہ جی۔۔ ہر رات نئی عورت۔۔۔ اس کو شادی نہیں کہا جاتا۔۔۔ آپ کو آپ کے مذہبی پیشوا بیوقوف بنا رہے ہیں اور دنیا آپ پر ہنس رہی ہے۔۔۔ کجھ عقل نوں ہتھ مارو۔???۔۔ پہلے بھی کہا تھا آپ کم از کم زناء کے خلاف بات نہ کیا کریں۔ ۔

ویسے ہمارے اتفاق ہوا تھا کہ فضول میں بحث کو نہیں کھنچا جائے گا ، لیکن آپ کے پرزور اصرار پر ایک چھوٹا سا سوال کرنا چاہتا ہوں
.
کیا پیدا ہوئی اولاد کا کفیل ہونا ، آپ کے نزدیک کوئی اہمیت رکھتا ہے ؟
ہاں
نہیں
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)

ویسے ہمارے اتفاق ہوا تھا کہ فضول میں بحث کو نہیں کھنچا جائے گا ، لیکن آپ کے پرزور اصرار پر ایک چھوٹا سا سوال کرنا چاہتا ہوں
.
کیا پیدا ہوئی اولاد کا کفیل ہونا ، آپ کے نزدیک کوئی اہمیت رکھتا ہے ؟
ہاں
نہیں

اگر ہر رات نئی عورت کے ساتھ متعہ کی اجازت ہے تو اس کا مطلب ہے متعہ کا اصول بنانے والے کو اس سے غرض نہیں کہ والد پیدا ہوئی اولاد کا کفیل ہو یا نہ ہو۔۔ یہ تو کامن سینس کی بات ہے۔۔ وگرنہ کوئی احمق بھی ایسا اصول نہیں بناسکتا کہ آپ جی ہر رات کو ایک نئی عورت کے ساتھ "شادی" کریں، ہاں مگر آپ نے اپنی پیدا ہونے والی سینکڑوں اولادوں کی کفالت کرنی ہے۔۔
 
sangeen

Minister (2k+ posts)
غامدی ایک بڑا فتنہ ہے، اور اس کے شکار قابل رحم ہیں۔جو لوگ جانتے ہوئے بھی ان کے(پری پلانڈ اور رگڈ) لیکچر اور پروگرام دیکھتے ہیں، وہ اپنی گمراہی کے خود ہی ذمہ دار ہیں۔خصوصا وہ لوگ جو دین کا بنیادی علم نہیں رکھتے، وہ ان صاحب کی چکنی چپڑی باتوں میں آ جاتے ہیں۔آج کل جس شخص کا تعلق مساجد و مدارس اور علماء سے نہیں، وہ ایسے فتنوں کا آسان شکار ہے۔
asal me ye admi 10 achi baton ke beech me ek gumrahi ki bat inject karta hae... aur nazreen es ki charab zabani ke beech me wo gumrahi bhi hazam kar jate haen...
 
AzaadAlfaaz1316

Councller (250+ posts)
asal me ye admi 10 achi baton ke beech me ek gumrahi ki bat inject karta hae... aur nazreen es ki charab zabani ke beech me wo gumrahi bhi hazam kar jate haen...
Aqal ke andoh ko Andrey he nazar ata hai ! Not even one of his point is refutable .. Me bhe yeh hi samjhata tha pheley .. That i dont agree with him fully . when i heard him in detail explaining his views with evidence ! in this era he is the best in 1000 years .
For you and Christian and Jews a Messiahs is still coming for 2nd time ! But for muslims Last prophet already came! and Deen is complete with Quran ! No old or new prophet is coming ! but you fools insist Prophet is coming back
 
Hazrat Eisa is not coming as prophet but an ummati of Hazrat Muhammad... Enjoy the satanic music which is made halal for you by this clown Ghamdi....
 
Mikkix

Ok. Eisa is not coming as a Prophet. So who is the one that is degrading Eisa from Prophethood to a common man? Is it not a gustakhi? Is it possible for a prophet to live a life without prophecy? any quranic example when a prophet is stopped or degrade from the prophethood to a common man? When prophethood taken from Eisa? Why is it taken from Eisa? Does Allah said or revealed that he will taken prophethood from Eisa? Does Eisa is in Meraj since 2000 years? Dear brother plz help me to find the answer.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
insaanu ka kaam hai khud ilm seekhna aur doosrun ko sikhaana ta keh insaaniyat aage badh sake. bahot se insaan ye kaam nahin karte jis ki wajah se woh khud ke liye bhi aik rukaawat ban jaate hen aur doosrun ke liye bhi.

insaan sab se pehle issi duniya main mojood cheezun ka ilm hi seekh sakta hai aur agar us ki soch buland ho jaaye to phir us ki talaash buland ilm ki taraf chal padti hai. woh buland ilm khudaa ki taraf se insaaniyat ko milta aur her insaan us per munaasib mehnat ker ke us ko haasil ker sakta hai aur us per theeek tarah se amal ker ke aik achhaa insaan ban sakta hai.

aise insaan mil ker hi phir insaaniyat ko aik achhaa maashra de sakte hen jis main insaaniyat achhe tareeqe se parwaan char sakti hai. yahee wajah hai islam deen hai mazhab nahin hai. mazhab her insaan ka zaati maamla hota hai. maashra sab insaaniyat ka maamla hai kisi ka personal ya private maamla nahin hai aur na hi ho sakta hai. jo shakhs islam ko mazhab kehta hai ya maanta hai woh sakht ghalati per hai. For a detailed explanation of things about the quran, deen of islam and pakistan see HERE, HERE, HERE, HERE, HERE and HERE.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
ghamidi sb ki soch main aik bunyaadi ghalati hai arbi zabaan ke baare main. woh samajhte hen parwez marhoom ne jis baat ko arbi zabaan ki bunyaad kahaa hai woh ghalat hai.

ghamidi sb ka khayaal hai quraan ko puraani arbi zabaan ki madad se samjha jaa sakta hai. ye baat is liye ghalat hai kyunkeh quraan insaani kalaam hai hi nahin jis ko ham insaan sirf insaani zabaan samajhne ki wajkah se samajh saken. is ke khud insaanu ki soch ki bulandi laazmi hai.

khudaa ke kalaam ko samajhne ke liye insaanu ko woh tareeqa samajhna laazmi hai jis ki wajah se ilfaaz wajood main aaye aur un ko maani mile. ye is liye keh khudaa insaani ilfaaz istemaal ker ke apni baat insaanu ko samjhaana chahta hai quraan ke zariye. khudaa ne her aane waale dour ke insaanu ke liye quraan ko nazal kiya hai is liye laazmi hai is main woh baaten bhi hun jo us waqt se pehle logoon ko maloom hi nahin ho saktin. is liye keh insaani ilm intahee mehdood hota hai.

insaan na to maazi jaante hen, na haal aur na hi mustaqbal us gehrayee aur chorayee se jitna jaanana zaroori hai quraan ko theeek traah se samajhne ke liye. in baatun ki tafseel ooper ki post main diye huwe links main di gayee hai.

agar ham mukhtalif achhi dictionariya padhen to wahaan se ye baat poori tarah saaf ho jaati hai. kyunkeh un lughaat main bataaya gayuaa hai koi lafz kab wajood main aaya hai aur logoon ne us ko kaise istemaal kiya hia aur ye keh unhune aisa kiya kyun hai.

issi se ham ko pata chalta hai ilfaaz ke mukhtalif maani kaise wajood main aate hen ya laaye jaa sakte hen bawaqte zaroorat. isse quraan ko nayee tafseeren main dhaalne ka ham ko drust tareeqa pata chal jaata hai.

is tareeqe per mabni her tafseer hamaare liye her dour main quraan ko theek tarah se samajhne ke liye raaste kholti hai. jin logoon ne mere discussions per thodi tawajo di hai un ko meri baaten behtar samajh main aayen gi. meri is baat ko koi sainsdaan ya koi philosopher bhi rad ker hi nahin sakta aur na hi koi molvi. ghamidi sb ko bhi meri ye baat maane baghair chaara hi nahin hai.

ghamidi sb ki baat tab drust hoti agar woh kisi insaani kalaam ki baat karte kyunkeh insaanu ke kalaam un ke apne zamaane ke taqaazun tak hi mehdood hote hen. un ki ghalati ye hai unhune quraan ko bhi aik adbi kitaab ke teht muqaiyad ker diya.
 
Last edited:

Bhai sb ap kehna kia chahte hain. Sada se alfaz ma batayenge. Meherbani apki.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Bhai sb ap kehna kia chahte hain. Sada se alfaz ma batayenge. Meherbani apki

azeezam mikkix sb, main kehna ye chahta hun keh hum khud ko musalmaan kehlwaane waalun ko abhi deene islam ke mutaliq bahot kuchh seekhna hai jis ki taraf hamaari tawajo abhi tak nahin gayee. ham zehni tor per deene islam ke ilm ke ilm ke baare main abhi chhote chhote bachoon ki tarah hen. abhi tak ham ne ye maloom karne ki koshish hi nahin ki quraan ka sayaaqo sabaaq kia hai aur us ko kaise maloom kiya jaa sakta hai. bas ham aapas main bebunyaad adeequn aur befaida amaal ki behsoon main uljhe huwe hen aur badi tasweer hamaare zehnu aur hamaari aankhun se ojhal hai.

khudaa kare ham khud bhi quraan ke mutaliq zaroori baaten seekhen aur doosrun ko bhi sikhaane ke qaabil hun ta keh ham log ghalat aqeedun aur amaal ki daldal se nikhal saken aur deene islam ke diye ge maqsad ko poora ker saken. yani khudaa ki duniya ko riyaaste madina banaa saken. ham ne woh safar abhi shuroo hi nahin kiya hai. safar kia shuroo karna hai ham ne to us ke mutaiq abhi sochna bhi shuroo nahin kiya hai.

regards and all the best.
 
Mere chand sawal. Kia app yaqeen se keh sakte hain k jo sayaq o sabaq bataye ja rahay hain wo sach hain kiunk allah ne quran ma khud kaha k siwaye is quran kareem k har kitab ma tehreef kia gaya hai. Tehreef matlab addition, changes, subtraction. Dusra sawal agar sayaq sabaq quran k asool aur ayat k khilaf ho to sayaq sabaq ko sach samjha jayega ya quran asool aur ayat ko. Teesra sawal kia quran ko samjhne k liye sayaq sabaq ki waqayee ma zarurat hai k nhi kiunk quran is the primary source and others are secondary source which derives from primary. Masters ya M.phil ma thesis ya research likhi hai kia mere bhai to app zarur jante honge primary source ki ahmeyet. Chotha sawal agar sayaq sabaq aur summary hi sab kuch hai to quran ko banned karke summary per tawajah dee jaye aur ye Elan kia jaye k quran gumrahi hai agar is se help liya sirf lihaza bus summary with context parhen takay gumrah bhi nhi hon aur reform ho jayen muslim baqee mazhab ki tarah. Jis tarah bible and gospel k boht se versions jese king james bible, new international version ya touch point hain usi tarah quran ka bhi aik asan version summary wala launch karden aur quran ko cupboard k andar takay log gumrah nhi hon. Baqee baten apki bilkul sahi ittefaq karta hon.
 
azeezam mikkix sb, main aap se sirf itni baat hi arz ker rahaa hu keh quraan ke nazool se khudaa ka koi na koi munaasib yani khudaa ke shayaane shaan maqsad ho ga, woh maqsad kai hai ya ho sakta hai? ye is liye keh jab tak kisi baat ka maqsad maloom na ho woh samajh main ya to aa hi nahin sakti ya phir us per bahot hi ziyaada mehnat karni padti hai. lihaaza agar aap ko woh maqsad maloom hai to bataa dijiye aur agar nahin to jo kuchh main ne likhaa hai us ko padh ker maloom kijiye aur dekhiye kia woh khudaa ke shayaane shaan hai ya nahin.

regards and all the best.