Dont take armys statement on governance negatively: Imran Khan

bilalahmedkhan

Senator (1k+ posts)
PESHAWAR: PTI chairman Imran Khan on Wednesday said the armys statement regarding good governance should not be taken negatively.

A democratic government should not consider itself a kingdom as it is answerable to the people, he said while speaking at the Public Liaison Council inaugural function at the Malik Saad Shaheed Police Lines Peshawar.

The PTI chief criticised the political parties reaction on the ISPR statement regarding good governance, saying good governance was the demand of every Pakistani.

He said MNAs and MPAs were the peoples representatives, who were answerable to the people at any level.

Imran said the ISPR statement was taken wrongly.

PTI chief says democratic government is answerable to the people

He alleged that the Punjab and Sindh governments were misusing the police for the upcoming local government elections and that was tantamount to the pre-poll rigging.

The PTI chief alleged that the Punjab government had involved the police in local body elections for rigging and that it even tried to transfer an honest district police officer of Mianwali for the purpose but the transfer was revoked after the PTI approached the Election Commission of Pakistan.

He said with depoliticising, the police would ensure peace in the province, adding the days were not far away when other provinces would also follow the working pattern of Khyber Pakhtunkhwa police.

Imran said the people of Karachi were happy at the Rangers operation, which had led to the significant decline in the crime incidence, while the police in other parts of the country were under extreme political pressure. He said the police in Khyber Pakhtunkhwa were free from political influence and instead, they took decisions independently.

The PTI chief said no FIR had been registered in the province against anyone on political pressure.

He said the police had registered cases against the PTI candidates in Sindh and Punjab, while 12 PTI workers were killed in the Punjab local body elections on political grounds.

Imran claimed the people from across the country appreciated the performance of the Khyber Pakhtunkhwa police.

He said it was part of the PTI manifesto to depoliticise the provincial police and that one could see changes and reforms made by them.

Highlighting the achievements of police in eliminating terrorism from the province, the PTI chief said the crime rate in the province had reduced by 60 per cent.

He claimed that the Peshawar corps commander had lauded the efforts of the provincial police in countering terrorism.

Imran paid tribute to the police and security forces for rendering matchless sacrifices for restoration and maintenance of peace.
He said the police couldnt be successful until the local population had confidence in it.

Earlier, accompanied by Chief Minister Pervez Khattak, Inspector General of Police Nasir Khan Durrani, elementary and secondary education minister Atif Khan and MPAs, the PTI chief also visited the Police School of Information Technology and Sniffer Dogs Unit and received briefing on the staff working and performance.

On the occasion, the IGP highlighted the importance of the Public Liaison Council, saying the council will work with the active participation of locals at village and neighbourhood council level to address public grievances.

He said the council would also help point out suspected elements in their respective areas.

The council will consist of elected councilors and local elders.

Durrani said the community engagement with government authorities was a traditional practice and that that practice would help the police keep proper check on anti-social elements and illegal tenants.

Published in Dawn, November 19th, 2015

Source
 
eye-eye-PTI

Chief Minister (5k+ posts)
Yeh dakuon ki hukumat hai ... yeh apnay app ko sab se bala tar samajhtay hain aor kisi ko jawab deh nahee.

Ab inhain agar littar paray to phir jamhooreeyet ka rona roain ge.
 
bilalahmedkhan

Senator (1k+ posts)
Yeh dakuon ki hukumat hai ... yeh apnay app ko sab se bala tar samajhtay hain aor kisi ko jawab deh nahee.

Ab inhain agar littar paray to phir jamhooreeyet ka rona roain ge.

Yeh dhandli ki paidawaar hakumat sy aap kya expect kr saktay ho? Main martial law k sakht khilaf hun lekin jis tarah yeh log qarzay py qarza liye jaa rahay hain to mujhe mulk ko bachanay ka aik hi rasta nazar ata hai woh hai Martial law lekin is forum pr kuch jamhuron ko jamhuriat itni pasand hai k inhain jamhuriat me tabah Pakistan bhi qubool hai lekin aik imandaar General nhi.
 
Bhai sahab Martial law is not the solution, solution jamhoori idaaron mein he hai.

Loot maar ke khilaaf uth kharay ho ... dunya mein jitnay mulkon mein humain jamhooreeyet nazar aa rahee hai woh issi loot maar se guzar ke gaye hain.

Humain inn dakaiton k khilaaf larna ho gaa, army k anay se waqti tor pe shayed halaat sambhal jaain magar in the long run iska nuqsan bahot ho gaa.

Yehi wajah hai ke Pakistan mein ab tak idaray nahee ban paaey.
 
Zamaray Khan

Chief Minister (5k+ posts)
Now this is ironic .Imran talks about democracy all the time but here he is defending undemocratic statement by ISPR.

i need to ask him a simple question . In what democracy PM OR parliament is answer able to Army .
There is no doubt Pmln govt is as worst and corrupt as any govt in the world but if you are democrat and believe in democracy then you can remove or build pressure on govt through democratic means like elections or vote of no confidence and by staying with in the constitution .

In real democracy Army has no right to question Govt on its performance . The only time Army can intervene if the govt is taking those steps which are dangerous for the country's security.
But it seems that Mr khan wants to stay in the good books of Army and he wants to play on both sides of the wicket . .
 
Bhai g Mera kehnay ka matlab hai k army ko chahye agar mulk sy sincere hai to aglay election tk most competent logon ki govt bna kr reforms karay election commission ko aik mazboot or khudmukhtaar election commission bnaye. Police me reforms ly kr aaye, police ko bhi khudmukhtar bnaye, phir election karwaye jayain. PTI jitni marzi koshish krlay naa to noon league ne election commission ko khudmukhtaar honay dena hai na police or agla election shayad pichlay sy bhi worst ho.
 
Hunain Khalid

Chief Minister (5k+ posts)

ہم بیڈ گورننس کریں تو جمہوریت کو کوئی خظرہ نہیں ہے لیکن اگر کوئی ہماری بیڈ گورننس کو بیڈ کہہ دے تو جمہوریت کو خطرہ ہے_ سبحان اللہ
 
Sir jee bahot mazraat ke saath main app se thoraa saa disagree kernay ki jasarat karnay laga hoon.

inn idaron ko Army nahee banaey gee, na ECP ko theek kerna Army ka kam hai, na he iman dar logon ko agay le ker aana army ka kaam hai.

Army sirf itnaa karay ke jab usay Elections ki nigrani k liye bulaya jaaey to woh corrupt dakaiton ka sath na de, neutral reh ke munsafana elections kerwaey aor wapis barracks mein chali jaaey.

yeh jamhoori larayee hai, yeh larayee hum khud larain ge, inn idaron ko hum khud theek karain ge. Iski misaal app ko deta hoon.

Army ka most recent tenure Musharaf k dour mein thaa, her soobay main aor wafaq main army ki banayee hui Q league ka thaa, her soobay ki police aor baki tamam idaray tabah-o-barbaad ho ke reh gaye.

Phir elections huay to jamhoori dour aya, loot maar hui, uss k baad 2013 aya ... phir se elections huay, army ne ECP k sath mil k patwar khanay ka sath diaa, iss k bawajood PTI ko aik soobay ki hukumat mil gayee.

Neeyet theek thee, manzil Pakistan ki behtaree thee, app zara KPK Ki police ko dekhain. Kya iss police ko army ne theek kia hai?

Nahee, ... Yeh police hum ne theek ki hai, jamhoori quwat ne, aaj mulk ki tamam parties tehreek-e-insaf se ikhtelaaf rakhnay k bawajood KP police ki tareef kertee hain.

Iss liye app army ko siyasat se door rakh ke khud main himmat peda karain ... hum ne yeh jang khud larni hai aor khud he jeetni hai.

Agar hum jang zadda KPK ko theek ker saktay hain to trust me we can fix each and every issues of Pakistan, sirf mukhkis qyadat agay ani chahiye from free and fair elections.
 
Inho ne 2018 k election me bhi yehi cheekhna hai k agar dharna na hota to yahan pr bullet train chal rahi hoti, Pakistan ka koi shehri bhooka na mrta, Hum hamsaye mumalik ko bijli baant rahay hotay, agar dharna na hota to aaj punjab k har zilay me metro hoti.
 
In real democracy Army has no right to question Govt on its performance . The only time Army can intervene if the govt is taking those steps which are dangerous for the country's security.

In this case ARMY has every right to question the govt's governance. Jab Dr. Asim jaisay logo ka connection Al Qaida and dusri terrorist organisations se milay ga ja k to ye automatically national security issue hai. Army ye nhi keh rehi k metro na banao ya motorway na babao. Army keh rehi hai k Sindh operation mein arrest kiye huay logo ki prosecution honay do and un ko saza honay do and Govt yehi kam to honay nhi de rehi
 
chaye-wala

MPA (400+ posts)

آپ لوگ شایئد آرمی سے بہت اچھی امیدیں رکھتے ہیں۔ سب سے پہلے بات تو آرمی کا کام نہیں حکومت میں آنا ۔ کیانی کا بیان ۲۰۱۳کے الیکشن کے حوالے سے آن ریکارڈ ہے کہ گمراہ کم اقلیت کو شکست ہوئ ہے۔ پاکستان پر فالحال آرمی کے بغیر حکومت کرنا ناممکن ہے۔ نواز شریف وہی کر رہا ہے اور ٹی وی پروگرامز کی حد تک آرمی نون لیگ کے خلاف ہے۔ مگر دونوں کی بھلائ اسی میں ہے۔ نواز واقعی نوازتا ہے اور آرمی کو بجٹ کی ضرورت ہوتی ہے اور ٹاپ جرنیلوں کو اپنے فائدے کی۔

عزیز بھٹّی شہید کی وجہ سے ہم سمجھتے ہیں راہیل پتہ نہیں کیا توپ چلا دے گا۔ یہ نہ پنجاب میں آپریشن کرے گا نہ حکومتی لوگوں کا کھانا پینا بند کرے گا۔ سب کچھ پہلے جیسا چل رہا ہے۔ زرداری کی جیب میں کیانی تھا اور نواز کی جیب میں راہیل اور میڈیا ہے۔ اگر اتفاق نہیں کرتے تو کسی ایک بڑے بندے کا نام بتایئں جس کا احتساب ہو ہو۔ یہ صرف ڈرامے لگے ہیں تاکے پانچ سال عوام کو ایک امید کا سہارا ہو۔۔
 
Haris Abbasi

Minister (2k+ posts)
تحریک انصاف جو کافی عرصے سے کہہ رہی ہے کہ نوں لیگ کی ترجیحات انتہائی خراب ہیں اور یہ میٹرو جیسے منصوبوں کو فوقیت دے کر ملک کا پیسہ ضائع کر رہی ہے .تحریک انصاف کا یہ نکتہ آرمی نے درست ثابت کر دیا
 
bilalahmedkhan

Senator (1k+ posts)

Sir jee bahot mazraat ke saath main app se thoraa saa disagree kernay ki jasarat karnay laga hoon.

inn idaron ko Army nahee banaey gee, na ECP ko theek kerna Army ka kam hai, na he iman dar logon ko agay le ker aana army ka kaam hai.

Army sirf itnaa karay ke jab usay Elections ki nigrani k liye bulaya jaaey to woh corrupt dakaiton ka sath na de, neutral reh ke munsafana elections kerwaey aor wapis barracks mein chali jaaey.

yeh jamhoori larayee hai, yeh larayee hum khud larain ge, inn idaron ko hum khud theek karain ge. Iski misaal app ko deta hoon.

Army ka most recent tenure Musharaf k dour mein thaa, her soobay main aor wafaq main army ki banayee hui Q league ka thaa, her soobay ki police aor baki tamam idaray tabah-o-barbaad ho ke reh gaye.

Phir elections huay to jamhoori dour aya, loot maar hui, uss k baad 2013 aya ... phir se elections huay, army ne ECP k sath mil k patwar khanay ka sath diaa, iss k bawajood PTI ko aik soobay ki hukumat mil gayee.

Neeyet theek thee, manzil Pakistan ki behtaree thee, app zara KPK Ki police ko dekhain. Kya iss police ko army ne theek kia hai?

Nahee, ... Yeh police hum ne theek ki hai, jamhoori quwat ne, aaj mulk ki tamam parties tehreek-e-insaf se ikhtelaaf rakhnay k bawajood KP police ki tareef kertee hain.

Iss liye app army ko siyasat se door rakh ke khud main himmat peda karain ... hum ne yeh jang khud larni hai aor khud he jeetni hai.

Agar hum jang zadda KPK ko theek ker saktay hain to trust me we can fix each and every issues of Pakistan, sirf mukhkis qyadat agay ani chahiye from free and fair elections.

Woh Musharraf tha yeh Raheel hai or dono me zameen aasman ka farq hai. Raheel shaheedon k gharanay sy hai or uski family ny is mulk k liye lar kr shahdat nosh farmayi. Raheel Sharif true soldier hai Musharraf ki tarah darpok nahi. Aap khudi dekhlo army ki kitni izzat thi kayani or musharraf dor me or aaj dekho Raheel sharif ny is idaray ka waqar bahal kya hai or in corrupt hukmarno k pairon talay zameen nikal gayi hai.

Kayani or Musharraf ne is idaaray k waqar ko nuqsan pohanchaya lekin agar leadership achi ho to koi bhi idara apna khoya hua waqar bahal krsakta hai. Aap smjh nhi rahay PTI kuch nhi bigaar skti inka kyun k yeh aik murda qom hai agar koi in k liye khara hota hai to ulta usi ko galiyan nikalti hai. Martial law na lgaye army lekin inko dhamki zrur dy deni chahye martial law ki keh agar idaray thek na kiye to utha kr bahar phenkay gain.
 
Hunain Khalid

Chief Minister (5k+ posts)

Inho ne 2018 k election me bhi yehi cheekhna hai k agar dharna na hota to yahan pr bullet train chal rahi hoti, Pakistan ka koi shehri bhooka na mrta, Hum hamsaye mumalik ko bijli baant rahay hotay, agar dharna na hota to aaj punjab k har zilay me metro hoti.

شکر ہے دھرنا نو
ازشریف کی پیدائش سے پہلے پہلے ہی ہو کر ختم ہو گیا_
 
Zamaray Khan

Chief Minister (5k+ posts)

آپ لوگ شایئد آرمی سے بہت اچھی امیدیں رکھتے ہیں۔ سب سے پہلے بات تو آرمی کا کام نہیں حکومت میں آنا ۔ کیانی کا بیان ۲۰۱۳کے الیکشن کے حوالے سے آن ریکارڈ ہے کہ گمراہ کم اقلیت کو شکست ہوئ ہے۔ پاکستان پر فالحال آرمی کے بغیر حکومت کرنا ناممکن ہے۔ نواز شریف وہی کر رہا ہے اور ٹی وی پروگرامز کی حد تک آرمی نون لیگ کے خلاف ہے۔ مگر دونوں کی بھلائ اسی میں ہے۔ نواز واقعی نوازتا ہے اور آرمی کو بجٹ کی ضرورت ہوتی ہے اور ٹاپ جرنیلوں کو اپنے فائدے کی۔

عزیز بھٹّی شہید کی وجہ سے ہم سمجھتے ہیں راہیل پتہ نہیں کیا توپ چلا دے گا۔ یہ نہ پنجاب میں آپریشن کرے گا نہ حکومتی لوگوں کا کھانا پینا بند کرے گا۔ سب کچھ پہلے جیسا چل رہا ہے۔ زرداری کی جیب میں کیانی تھا اور نواز کی جیب میں راہیل اور میڈیا ہے۔ اگر اتفاق نہیں کرتے تو کسی ایک بڑے بندے کا نام بتایئں جس کا احتساب ہو ہو۔ یہ صرف ڈرامے لگے ہیں تاکے پانچ سال عوام کو ایک امید کا سہارا ہو۔۔

I totally agree with you .
 
Zamaray Khan

Chief Minister (5k+ posts)
In this case ARMY has every right to question the govt's governance. Jab Dr. Asim jaisay logo ka connection Al Qaida and dusri terrorist organisations se milay ga ja k to ye automatically national security issue hai. Army ye nhi keh rehi k metro na banao ya motorway na babao. Army keh rehi hai k Sindh operation mein arrest kiye huay logo ki prosecution honay do and un ko saza honay do and Govt yehi kam to honay nhi de rehi

There are too many terrorist org in Punjab . Army needs to do operation in Punjab as well but It will not do it.
 
MashraQi Larka

Minister (2k+ posts)
نیگیٹِولی کی کیا بات کرتے ہو؟ بلکہ سِرے سے سٹیٹمنٹ کو پوزیٹِو، نیگیٹِو ہی نی لینا چاہیے تھا۔ حکومت کو ، فوج کی گورننس پے سٹیٹمنٹ کو ہنس کر ٹال دینا چاہیے تھا۔