پیغمبر اکرم ﷺ کس طرح عداوت اور توہین سے بالاتر ہیں

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
گناہ کبیره میں مبتلا اشخاص کو رسول پاک صلی الله علیہ والہ وسلم کا صحابی کہنا بھی بہت بڑی گستاخی ہے
یا یہ کہنا کہ فلاں فلاں پہلو سے متعلق وہ کوئی رہنمائی نہیں کر کے گئے
یا یہ کہنا کہ کسی شخص کے ساتھ انہوں نے بد اخلاقی کی
وغیرہ وغیرہ
. . . . . . .
یعنی لوگ اگر صرف اتنا ذہن بنا لیں کہ وہ رسول پاک صلی الله علیہ والہ وسلم سے منسوب کوئی غلط بات نہیں مانیں گے تو کوئی بھی ناصبی نہ رہے
اگر لوگ حضرت علی کے حسن سلوک کی دلیل دینے کے ساتھ ساتھ اس پر عمل بھی شروع کر دیں تو کوئی رافضی بھی نا رہے
 

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

اگر لوگ حضرت علی کے حسن سلوک کی دلیل دینے کے ساتھ ساتھ اس پر عمل بھی شروع کر دیں تو کوئی رافضی بھی نا رہے

ایک پہلو کا بول کر دوسرے کسی پہلو کا جواز بنانے کی کوشش کرنا بہت بری بات ہے
مردوں کا احترام اپنی جگہ اور مردوں کو قابل تقلید بنا لینا اپنی جگہ ہے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
1)asal deene islam to sirf aur sirf wohee hai jo quraan main hai.

2)baaqi deene isam woh hai jo logoon ne quraan se theek tarah se samjhne ka apni apni aqlo fiker ke mutaabiq daawa kiya hai.

3)quraan ke bataaye huwe deene islam per to kisi bhi khud ko muslamaan kehlwaane waale ko koi ehtaraaz ho hi nahin sakta warna aisa shakhs musalmaan ho hi nahin sakta.

4)asal baat ye hai keh kis ka musalmaani ka dawaa quraan se sacha saabit kiya jaa sakta hai ya ho sakta hai.

5)is ke liye logoon ko woh tareeqe jaanane hun ge jin ke teht kisi ka dawaa sach saabit ho sake ya kiya jaa sake quraan ki roshni main.

6)agar logoon ko yahee maloom nahin hai keh quraan ke nazool ka maqsad kia hai aur woh maqsad kaise poora kiya jaa sakta hai to un ke dawe khud hi dam tod jaate hen. quraan ke nazool ka maqsad jaanana is liye laazmi hai taa keh quraan ke asal syaaqo sabaaq ka pata chal sake aur yun quraan ko ussi ke sayaaqo sabaaq main samjhaa aur samjhaaya jaa sake. jis kitaab ke likhe jaane ka koi maqsad hi na ho woh kaam ki ho hi nahin sakti. agar aik kitaab bamaqsad ho to phir us ke maqsad se hat ker us ko samajhne ki koshish kerna bilkul hi ghalat tareeqa hai kitaab ko samajhne ki koshish kerne ka. sab khud ko musalmaan kehlwaane waale jahil logoon ka dawaa yun poori tarah ghalat saabit ho jaata hai jo in usoolun ko jaante tak nahin. issi liye aise log aapas main uljhe rehte hen aur aik doosre per bebunyaad hamle kerte rehte hen.

7)For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.

8)yaad rakhen deene islam main shakhsiyat parasti nahin hai aur na hi ho sakti hai. jo log shakhsiyaat ko le ker quraan ko bhool baithe hen un ko quraan ki taraf lautna chahiye warna woh ghaate main rahen ge.
 
Last edited: